Friday, June 5, 2026

kala jadu khatam karne ki surat

As salamu allaiqum 

agar deakha jahe quran e pak main exact kohi bhi surat nahi ha jis main wazah zikar ho kala jadu ka . laken agar app us surat ki tafseer main jahe ga to wo ishe cheez se mansoob hongi .abb main kuch makhsos sourate batata ho jis se wakahe main kala jadu khatam hota ha . is se bare acha results mila ha logo ko 

agar kohi shaks chahe ka wo simple jadu ko hatana chata ha to wo her namaz k baad 100 se 300 bar surah bakrah ki aiyat no 102 pareen . bohat he fast kaat hoti ha is se 

ake or surat batata ho 

agar kohi shaks simple jadu ko hatana chata ha to wo surah nas pareen her namaz k baad 300 dafa is se bhi bare behtareen results milta ha 

agar kisi ka upper bandish ho simple to wo surah maryam pareen her namaz k baad 1 dafa 11 din main inshallah bandish khatam ho jahe gee is ka bhi bare behtareen reults milta ha 

agar kohi shaks bemar ha to wo surah falaq or surah fatiha pareen her namaz k baad 100, 100 bar 11 din tak inshallah shifa hongi usko or us ki kaat bhi hongi 


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha

 
dua main yaad rakhiya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com

No comments:

Post a Comment

Popular Posts