ajj main apko batao ga ka kala jadu guda kya hota ha or jadugar kesa karta ha or is se hona wala kya kya nooksanat hota ha. kala jadu guda zada tar mard ko nooksan pouchana ya takleef dena k liya kiya jata ha . jadugar ake guda layta ha us per parahe karta ha or naam or walda ka naam likh kar kaber main gar deta ha . jis se yeah hota ha ka admi bemar rehna shoro ho jata ha . phir ake jadu ahsa hota ha ka admi ka naam or walda ka naam us ghuda per likh kar parahe karta ha or us gudda per suiya marta ha to jis ka naam likha hota ha us ko takleef hoti ha or us ko suiya chubti ha . agar larka ki shahdi per bandish karni ho to jadugar us guda per parahe kar ka us ko akela kabar main ghar de ga taka is ki shahdi na ho. agar kisi ko is kisam ka masahil ho to is kala jadu guda ka tor main likh deta ho or alamat bhi.
kala jadu guda ki alamat yeah ha
1 khab main kabrustan deakna bar bar ya kabar deakna
2 khab main guriya ya gudah deakna
3 khab main bohat sare gudiya ya gudah deakna
4 jisam main suiya chubna jisam main kharish machna
5 jisam main lal dana nikalna
6 bechain hona
7 bemar hona
8 rishta nahi ana bar bar reject ho jana
kala jadu guda ka tor yeah ha
1 rozana ghusal kareen
2 her namaz k baad ya Allaho ya rehmano ya raheemo pareen 50 , 50 bar
3 surah falaq surah nas pareen her namaz k baad 50, 50 bar
11 din tak kareen insahlalh jadu toot jahe ga
agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa hamare kohi or dosare kisi be kisam ki help support nahi ha
amel soname
amel_soname@yahoo.com
No comments:
Post a Comment