Wednesday, November 4, 2009

jadu ka ilaj urdu


As salamu allaiqum

bohat se logo k zehen main yeah baat hoti ha  ka hum jadu ka ilaj kaisa kareen assani se  . to is ka liya bohat see cheeze zehen main rakhe ka jadu ki type ka jana ana chahiya q k yeah bare important ha . agar apko jadu ki type ka sahih nahi pata to phir app ko zada mehnaat karni par jahe gee .

jadu tona ki yeah field itni zada wasi ha ka insan soch be nahi sakta k yeah log insan ko kis kis tareeqa se or ahsa ahsa jadu se nooksan pouchata ha ka akal kam be nhi karti .

agar jadu ki kaat karni ha or is ko quran pak se kaat karni ha to sab se pehla jo be shaks is ki kaat karna chata ha wo quran pak ko ba mahina janna ana chahiya q k quran k ba tarjuma jana zaroore ha to he ja kar us verse se sahih faida utha sakta ha kaat karna wala

abb professinoal Aamil ya sufi , ya buzurg log quran paki ki aiyat ko parna ko deta ha or makhsus aiyat se he kaat karta ha . abb agar kisi ak upper rizaq ki bandish ki howi ha to pehla to quran paki wo aiyateen deakni hoti ha ka jis main rizaq koshada karna ki baat ki gahe ho or rizaq khulna ki baat ki gahe ho to ahsa jadu assani se kaat jata ha

ake or example de kar samjhata ho . bazz dafa hum ny ahsa jadu be deakha ha ka insan qaraz dar ho jata ha or log us ki zindage azab kardeta ha to us qaraz ka jadu ko torna ka liya apko quran pak ki wo aiyateen doondh ni hongee jis main Allah ny ahse baat kahe ho ka hum ny unko qaraz se nijat delahe or muflisi se nijat delahe . to ahsa main qaraz ka jadu ki kaat assani se ho jati ha

agar kisi ka upper taleem ki  bandish ki gahe ho to app na quran pak main se ahse ayiat doondni ha jis main Allah pak ny ilm ki koshadgee ki baat kahe ho ya ilm ka izafa ki baat ki ho .

app ko in batoon ko be zehen main rakhna honga or deakna honga ka apka dushman kitna powerfull ha paiso main or kitna powerfull jadu karwa raha ha .


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha

 
dua main yaad rakhiya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com



1 comment:

basirat said...

Kya aap un khwabon par video bana sakte hain jin mein log jadoo ya kala jadoo kar rahe hon? Jaise ke un ki nishaniyan? Maine ek khwab dekha tha ke main apne jism se bahar hoon aur kisi ke peeche se dekh raha hoon ke woh mujhe kisi andheri kothri ya aisi hi kisi jagah kuch khila rahe hain... phir mere daant mein infection ho gaya aur mere munh ka zaiqa ajeeb sa ho gaya tha. Yeh takreeban 2 ya 3 saal pehle ki baat hai. Us ke baad se cheezein ajeeb hone lageen aur maine in cheezon ko mehsoos karna shuru kiya.Phir abhi maine ek khwab dekha jahan koi mujhse ajeeb baatein kar raha tha jin ka koi matlab nahi tha, aur mujhe ehsas hua ke yeh koi mantra ya jadoo hai, phir ek aur shakhs andar aaya aur woh dono kuch keh rahe thay ya kisi cheez ke baare mein baat kar rahe thay.

Post a Comment

Popular Posts