jadu ki pehchan karna k liya yaha per main ny bohat se alamat batahe ha taka app log is ko par ke samajh sakeen or is ki nishaniyan jo ha wo janay.
- kabe badbu ka ana or kabe ake dam kushboo ka ana .
badbu zada tar sungahe deti ha kushboo bohat kam songahe deti ha . zadatar
gater ya gandey nalay ki badbu songahe deti ha
- jisam main kira ka kaatna ya kabe ake dam se ahsa feel
howa ho ka kisi ny dang mara ya ha kisi ny kata ha
- apna jisam main se badbu ana , or pasina main be ajeeb
se badbu songahe dena .
- tabiyat main bechani rehna aram nahi ana
- jisam main hidad mehsos karna or jab tharma meter per
check karo to kuch be nahi atah normal hota ha sab
- ankho main se pani nikalna ankho ka bar bar par parana
khas kar ka ulti ankh is main bohat par parati ha
- kam main dil nahi lagna . kam main dil ka ochat hona .
or kam se bhagna or jaan chorana ka maan karta ha
- apna app se nafrate karna apna upper ghussa karna or
apna app ko kabe insan kossta be ha
- bila waja ghussa ana . bela waja logo se ya ghar waloon
se behas karna ya larna ya unko bateen suna na
- sote howa darna ya akela main dar mehsoso karna
- jisam main dard hona jisam main thakwat mehsoos karna
or jisam ko kamzoor mehsoos karna
- pishab main qatre tapak na . yeah khas kar us time zada
hota ha jab insan wazu kar ka namaz parna kharta hota ha to foron he
pishab ka qatara ajata ha
·
mu per sujan mehsos karna ya ake gaal suja howa mehsoos
karna
·
bar bar pet ka kharab hona or dastoo ka bar bar ana . bazz okat
pani ki tarha dastoo ka ana or goli ka be asar nahi karna
·
dosaro ki tareeqa se hasad karna or jalna or under he under dosaro
se nafrate karna
·
pakhana aksar kala rang ka
ana .
·
pet ka phull jana or tight rehna pet ka
·
dil main dard mehsos hona dil main main ajeeb se bojh mehsos karna
·
bila waja pareshan hona or fikar mand hona or depress rehna
·
aksar okai ana or ulti jaisa kafiyat paida hona or kabe kabar ulti
ka be ana
·
wazan ka kam hona or din ba din sukhta jana
·
jisam main dard ka sath kapkape mehsos karna or aksar tango ka or
hatho ka kapna or jisam ka vibrate karna
·
mayusi ka bar jana . her cheez ko karta howa pehla se he mayus ho
jana yaha tak ka deen or dunia ka mamlaat main be mayus hona
·
apni qismat per rona ya bila waja rona
·
aksar mehsos karna pishab or pakhana ki smell ya gater ki smell
·
kamar or sir main
ahsa feel hona ka kohi cheeze picha se chipki howi ha or wazan k sath pain
mehsos karna
·
mobile ya telephone ki ring tune sunahe dena jab ghoor karo to
ahsa kuch nahi hota . yeah zada tar safar karta howa mehsos hota ha ka mobile
ki ring tone baj rahe ha jab check karo to ahsa kuch nahi hota
·
pishab garam or karta howa
jalan mehsos karna .
·
ake dam ake kaan ya dono kaan ka band hona or seeti ya peeeee ki
awaz dair tak sunahe dena
·
hath payar ka jalna or hath or pao main se girmi nikalna
·
bacho ka nafarman hona direct mana karna kohi be kam kaho to .
·
ghar main andera se mehsos hona ya ghar main beronaki mehsos karna
·
tabiyat ka bar bar kharab rehna . ajeeb se kafiyat hona
·
sote howa demage ka jagte rehna idher udher ki fazool soche or
khayal atah rehna . ankhe band karloon tab be neend nahi ati demage chalta
rehta ha
·
buzdil bana ya darpok bana under ake dar sahona
- khoweb
main pakhana deakna . zada tar pakakhana jo ha wo insan ka deakta ha or
pishab ka deakna . pishab be zada tar insan ka deakta ha . kabe kabe apna
app ko pishab or pakahan dono karta howa deak na . . ya apna app ko
bathroom main deakha hoo. ya pakhana or pishab jisam main ya kapro main
lagadeak na ho . . matlab yeah ka ghalazaat (gand gee) ko
deakha ho apna khowab main.
- sir
main dard ya tees ka uth na . kabe yeah sir dard matha per atah ha kabe
yeah sir dard adah sir dard hota ha kabe yeah sir dard demage main se hota
howa gudi ki taraf jata ha kabe yeah sir dard ankh ka sath hota ha kabe
yeah sir dard demage ko jakra howa mehsos hote howa hota ha .
- jisam
main dard hona kabe poore jisam main dard hota ha to kabe jisam ka kuch
hiso main dard hota ha kabe tango main dard hota ha to kabe gurdo main
pain hota ha . kabe shoulders main dard hota ha to kabe kalahe or ungalio
main . kabe back main pain hoti ha to kabe chest main
- sex
ki talab bohat zada barna . bar bar zehen main sex karna ka khaylaat ana .
dil ka bar bar chana ka sex kareen . bar bar private parts ka zehen main
ana . or ushe bare main sochna . under se sex ki hawas kar khoob barna .
- kamar
main dard rehna . kabe kabe ahsa mehsos hona ka jaisa kamar jakre howa ha
. ya kamar main pain mehsos karna . ya kabe kabe ahsa mehsos karna ka
kamar ka phatah akar gahe ha kabe kabe kamar main ahsa mehsos karna ka
kamar main tees uth rahe ha . ya phir kabe ahsa mehsos karna ka kamar main
garmi ya jalna jaisa mehsos kar ka pain hona
Amel Soname Contact
agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa hamare kohi or dosare kisi be kisam ki help support nahi ha
dua main yaad rakhiya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com
amel soname
amel_soname@yahoo.com

No comments:
Post a Comment