Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha

amel ki categeory (darjat)

 


AS SALAMU ALLAIQUM

sab se pehla to ake baat batana zaroore samjhta ho jo amel  ho ya jadogar jo jis ko bar pur elim atah ho wo sab kuch kar sakta hai us ka liya kohi masla nahi chota mota amel ya jadogar wohe amal karee ga jo us ki knowdlage main ho ga ya phir jo usko uska ustaad batahe ga ake bara amel ya jadogar sab kuch kar sakta hai
sab se pehla amel ka darjat batata ho
1)ameleen main wo amel jo sirf amal kartee hai quran pak ki sourate ya azmeyat se
2)ake wo amel hota hai jo allah ka 99 name se sare kam karte hai is kisam ka amel ko zakir kehta hai 
3)ake wo amel hota hai jo elim nakash se kam leta hai  yani taweez se yeah ake bohat bara elim hai
4)ake wo amel hota hai jo elim jaffer se kam leta hai
5)ake wo amel hota hai jo elim adat se kam leta hai jin ko adat par abor hota hai
6)ake wo amel hota hai jo sitaro ka elim se kam leta hai jis ko yeah elim ata hai us ka amal kabe khata nahi khata us ka var kabe khali nahi jata aur wo sitaro ki chal se aga ka pata laga leta hai aur us ko khatrate ka be pata chal jata hai yeah elim najoom hota hai is ka be bare darja hai her kawakib ko kabo karna aur un ka mokilat ko kabo karna wegara wegara is kisam ka amel sirf andesha zahir kar sakte hai ka ahsa ho sakta hai 100 percent surety nahi hotee in ki baat main bare bare jantareo main logo ka burg ka bare main kafe kuch likha hota hai laken un main se kuch bateen sahe nikaltee hai aur kuch galat is liya main mana karta ho ahsa logo ko jo sitara baze per zada yaqeen rakhta hai log ahsa amelo ka pass line laga kar beth jata hai aur sata ka no mangta hai ya phir prize bond ka no mangte hai yeah sab bakwas hai hota wohe hai jo hukum_e_rabe ki taraf se hota hai is kisam ka amel sirf andesha zahir kar sakta hai bus aga ka hall nahi bata sakta wo aga ka hall sirf bare bare buzurg aur walio ko maloom hota hai aur wo tamam razz apna sena main rakhte hai is kisam ka amel sitaro ki chal aur nazrate main bohat faida uthata hai jab sitaro ki achi nazar hotee hai to wo us main khair ka  nakash taiyaar karleta hai aur jab setaro ki bore nazar hotee hai to wo shar ka nakash taiyaar karta hai aur jabe be unko zaroorate parte hai wo nakash ko use karleta hai ahsa amel ka teer hamesha neshana per lagta hai kabe khata nahi khata aur chota motay ameleen ko be thora bohat najom ata hai q ka is ko seka begar ameleen ka amal kam he nahi karta yeah bohat zaroore hota hai seekna yeah sab se pehli sere hote hai amal karna ki

7)ake wo amel hota hai jo apna hamzad se kam leta hai wo sirf apna hamzaad se sare kam karvata hai amal wegara kuch nahi karta bus usko hukum deta hai aur wo sare kam khodi karta hai
8)ake wo amel hota hai jo alam arva ko kabo karta hai , in main sab kuch hotay hai jin,hamzad,pareya,deyou,hakel,mokel,bair,aur bohat kuch for exapmle wo jin ko kabo karta ya jinnato ka baadshah ko kabo karta hai aur un se apni baat manvata hai is ka baadlay main amel ko be un ki kuch bateen mani parte hai tab ja kar yeah jin amel ki madat karte hai ager khalaf in ka jaha ga amel to yeah amel ko saza date hai ishe tarah mokel ko ya mokelat ka baadshah ko  be kabo karte hai mokel ko kabo karna bohat bohat mushel hai is ka liya rozay rakh ny parte hai laysan payaz , fahashe se door tarak jalali wa jamali aur tamam nake kam karna partee hai jo ajkal ka door main bohat mushkel hai yeah chila karna ka baad amel sokone se beth jata hai phir amel ko kisi chila ki zaroorate nahi partee mokilat ka baadshah se amel gozarish karta hai ka baadshah salamat app mare khidmat ka liya kuch madadgar de de to baadshah us se saaf keh deta hai ka kohi be galat kam mat karvana in se hum sirf apki jahiz zarooreyat pore kareen ga apki yeah mokelat ka baadshah aur amel ka agreement hota hai ager amel accept karta hai mokelat ka baadshah ki baat  to wo amel ko 10 ya 15 ya hasab zaroorate mokelat de deta hai phir her waquat amel ka sath yeah mokelat rehta hai amel in mokelo se kuch galat kam nahi karva sakta ager kar vahe ga to yeah amel ko bohat saket saza de deta hai .is kisam ka amel jo hai bohat power full hota hai jadogar jo hai is kisam ka amel ka mu nahi lagta aur apna jinnato ko hedayat deta hai ka ider se gozar mat karna jinnnat ka mokabala main mokel bohat taquatvar hota hai mokel jo hai jin ko jala dena ki taquat rakhta hai aur jin mokel ka kuch nahi begar sakta is liya ahsa amel jo hai jadogar ki bohat aram se choti kar sakta hai us ka liya kohi baat he nahi hai chaha jadogar ka pass jinnato ka baadshah q na ho tab be jadogar ahsa amel ka kuch nahi begar sakta

9)ake amel is kisam ka hota hai jo bozorg ya wali hota hai yeah sab se awal hai amelo main in tamamo main se in ka pass mokel kodse hota hai jiss ko kabo karna bohat bohat zada mushkel hota hai moekl kodse ko wohe kabo karsakta hai jo sirf allah ka ho aur us ka rasool ka jis ka liya dunia kohi mahena na rakhtee ho jo sara sal roza rakhta ho jis ki namaz kaza na ho jo sirf khalis allah ka ho for example shake abdul qader jilani , khuwaja gareeb nawaz , abdullah shah gazi , hazrate data gang bakash , gos pak dastagheer  aur bohat sare buzurg yeah wo buzurg hai jin ka pass jinnat perna atay hai aur in se elim seekta hai aur in ka paroon main bethta hai jinnat in se apni faryaad kartee hai apni parashaniya in ko batate hai q k in buzurg ka talooq direct allah se hota hai yeah apna mu se jo baat kehta hai in ki baat pore hotee hai bus sirf kehna ki dair hotee hai in ka talook direct allah se hota hai  aur in buzurg ko aga tak ka pata hota hai ka kal kya hoga is kisam ka buzurg am galio aur bazaro main nahi hota yeah buzurg apna gharo main ya sunsan jaga per hota hai aur apni ebadat main mushroof hota hai is tarah ka buzurg ya wali zada tar sindh main pahe jatee hai sirf in he buzurg ko aga ka hall pata hota hai ka kal kya hoga in ko yeah tak pata hota hai ka aglay sal mulk ka wazire kon bana ga aur kab zalzala aha ga kab is mulk main bohran pare ga anaj ka wegara wegara laken yeah buzurg kisi ko batata nahi hai ager in ka kohi bohat he kareeb ho in ka moreed to us ko yeah bateen pata chaljate hai laken us ko be order nahi hota yeah bateen batana ka logo ko wo be apna sena main daba ka rakhta hai yeah sare bateen yeah buzurg ya wali bohat bare haste hota hai yaha tak ka jin in se madat talab kartee hai apna kamo ka liya yaha tak ka ake amel jo hai jab wo kisi mushkel main ah jaha ya kisi zabardast jadogar se mokabala ho jaha ya kisi saket jado ka toor na mil raha ho ya kohi zabardast jin kisi shaks ka jisam se na nikal raha ho  tu in buzurg ya wali se madat mange jatee hai ager buzurg ka intakal ho jaha to bakaheda mokel ya jin ko in ka mazar per bejh kar madat ly jatee hai mokel aur jin nehayat adab wa adab se in se faryad kartee hai aur madad talab kartee hai phir ager in buzurg ya  wali ki madad ah poucha to jadogar ko yeah khatam kardeta hai chaha us ka pass bare bare alim jinnat jadogar he kio na ho yeah buzurg sab cheezo ko khatam kardeta hai in ki de howi hazrate jin nahi jahal sakta aur jadogar in ki mar bardasht nahi kar sakta yeah bohat power full hota hai yeah baat amel aur jadogar aur jin  bohat achi tarah janta hai bazz okat to jab inki madat ah jatee hai to jadogar ka sath us ka jinnat chor deta hai ager jadogar ka pass jinnato ka baadshah be ho to badshah be us ka sath chordeta hai q k badshah ka sepahe marna shoro ho jate hai baadshah aur is ka sepahe is buzurg ka kuch begar tu nahi sakta is liya yeah jadogar ka sath chordeta hai aur jadogar akala reh jata hai aur bohat bore tarah mar khata hai in buzurg ki ya tu wo kuta ki tarah galio main pagal ghoomta hai ya phir wo shahded bemar ho kar mar jata hai ya phir bemar he rehta hai aur tarah tarah ki takleef uthata hai



Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakheya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com



0 Responses

Popular Posts