Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha

Labels: , ,  
KALA JADU SEHAR TAKHIL (WAHAM MAIN MUBTALA KARNA WALA JADO) KA QURAN SE TOOR

as salamu allaiqum
is sehar ki pachan yeah hai choti cheeze ko bara aur bare cheeze ko chota deak na mooktaleef cheezo ko in ki hakikat se haat kar deak na jesa ka logo ny deakha ka raseya aur lakreya doorte howa snake hai jesa ka hazrate musa allai salam ka sath jado garo ny kiya yeah is tarah hota hai ka kohi shaks deakta hai cat ko to wo ake dam se kuta ban jate hai phir wo deakta he deakta gada ban jata hai aur phir wo deak ta he deakta ghora ban jata hai is tarah ager kisi shaks ka sath ho to main is ka toor likh deta ho wo shaks u kareen
yeah amal muslims ka hai
amal yeah hai

awal akhir darood pareen 11 dafa phir azan deen us ka baad aiytal kurse pareen 3 dafa phir bismillah pareen 33 dafa inshallah tala kuch he dino main is jado se nejad melay gee is amal ko us waquat tak partee rahe jab tak yeah mamlat khatam na ho



Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakheya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com



30 Responses
  1. jiya Says:

    hi mene ek swal karna he kala jadu kia hota he
    mene sunna he kala jadu se ese hota he
    ke jo loog burai ki taraf ajate he unko wapis side raste pe lea ta he?
    kia yeh sach he?
    ya indian koi jaduu wagera karte he
    can u help me?


  2. Farooq Ayub Says:

    A.A
    Ummed ha aap khairait sa honga. Jinab kia aap meri madad karan ga kala joo se bachne k lia. mara naam Farooq Ayub ha muje amel hazrat ne bataya ha k muj per jadoo ke asrat hen magar koi ilaj nai kar sakta
    jaisa ke aap amel Kamel hen please meri madad kerain apni masrofiat me se thora sa waqat muje dain Allah aap ko is ka ajar den gein


    dua main yaad rakheya ga


    Farooq Ayub


  3. munir syed Says:

    meri rozi me barket nehi hoti job bhi aachi hi pir 10 saal si kise bhi terah ki saving nahi hoti mi u.s.a me 19 saal si hu.
    pehly aachi saving hoti thi pir sahadi ke 2 saal baad kabhi bhi saving nahi hui or 5 saal tak meri or bibi ki damiyaan jagde hi rahy hai. karz bhi hai. karz bhi kam nahi hota koi na koi musibat aati hai kuch bhi samj me nahi aata ki is karz si kasi faarig ho jaaye. meri sir me dard or bibi ke datoo me derd rehta hi. job bhi aachi hai pahle si jaada tankha hi. meri do ladke (son) bhi hai.

    aager aapkoi ilaaz yaa phir koi wazifa ya tawez de to bhot hi kusi hogi.


  4. hazrat,

    assalam aleykum, meiney aap k blog mein pada, mera bhi
    mamla aysa hay, kohi bhi surat padtha hu shuru mein asar hota hai,
    aakh mein nahaney k bad lal rang ho jata hai,gardan mein aur khandho
    mein jakdan rehti hey, 15 salo sey koi rojgar nahi hai,badan garam
    rehta hei,pate mein keda pan hai,elaz karaney per kuhab mein bedia
    mein jakda nazar aaya,hamzat kam nai ker raha hai ,aaksh khicha huya
    hai,dimag band aur yardasth kamzor hai,mera name-mohammad zahid,age-34
    sal hai,maa ka naam-rafat parveen hai, address-h.no-26, kunj gali,
    khalapar, muzaffarnagar,uttarpradesh,-251001,india hai,app sey
    guzarish hai aap mera mamla tafsil sey bataey,koi bhi amil kamyab nahi
    hai aur meri power bhi kam nahi kar rahi hai,aap ki bhaut meharbani
    hogi,



    allah hafiz


  5. As-salaam-alaikum
    brother i have read many articles of yours in various site and i am
    very pleased with it. I am writing b'coz i and my family are in big
    problem from last 10 years atleast due to black magic and jinn.
    Brother can u take our case or else give some other contact from india
    kolkata (calcutta


  6. Anonymous Says:

    Assalam walaikum janab
    maira name amir hai mairay ghar main kafi dino sai rizaak ki thangi hai logo par karzai hai jis sai wapis mangta ho wo khata hai 2/4 din main do ga par daita koi nahe kafe time phailay main ik maslaly main mubtila tha tab main nai ik aalem sai qurani hisaab karaya tha to unho nai mug sai kaha tha k tum par ik aasa he waqat aahai ga k tumairay pass kuch nahe hoga phair wo ronai lagai os k bad unho nai mughai surai waqiya ka wazifa deya tab mairay ghar k halaat bohat achi thai main nai ya bat apnai abo sai kahe to abo nai kaha k ya ghaib elaam hai or aaj hum bohat parechan hai kuch nahe hai hamaray pass thora bohat jo milta hai os par ghar ka guzara hota hai maira kaam be nahe aap ki bhairi mahrabani hogi aap sirf maire he nahe balkai ik pore family ge madad kar rahai hai plz maire kuch madad kary allah aap ko is ka aajar daiga kisi ki parachani k leyai plz 5 maint mug daiday


  7. Anonymous Says:

    mera naam taha hai mujh par jadu kiya gaya hai mujhe awazen ati hain aur log naam pukrte hain aise log jinko main ne kabhi nahi dekha woh mujhe dekha kar haste hain aur ajeeb harkat karte hain koi tajweez batai barakallah fikum. .


  8. ashraf Says:

    mera naam ashraf hai main india se hoon .mere bahi par bahut bada jaadu ka asar hua hai ghar ki use kuch fikr nahi hai 17 saal ke baad wo kuwait se louta hai . moulana saab se bhi phucha lekin uno ne kaha ke unke bas ki baat nahi hai kya aap kae paas is jaadu ka tod hai


  9. tahir Says:

    aslam-o-alikum,
    sir, mein sura jin ka amal karna chahta hon jo her namaz k bad 5,7 martba pr kr dua karne k lye ha jinnat k badshah se. kia mein ye amal kr sakta hon ap mujhe iski ijazat dein or mujhe is se koi nuksan to nehi hoga. jadogar hamein bohat pareshan kr reha ha.or ye b bata dein k dua hath utha kr karni ha ya wese hi keh deni bina hath uthaye.


  10. ahmer Says:

    Mein nay aap ke website ka mutalia kia ha Mein taqriban 7 ssal say is problem mein hoon aur aaj kal job say farigh hoon. Meray zehan mein ajeeb see cheezein chalteen hain aur koi kehta hai kay job nahin karnya doon ga. Kisse nay bandish kee hoee hai. Har waqt meray through logon ko nuksan pohnchana chata hai koi. App please meree madad karein aur apna koi phone number dein. Mein sakht parishan hoon aur aap say baat karna chahta hoon. Mujhay yeah bhe batein kay jo batein aap nay likee hain kia un pay amal kia ja sakta hai. Mein aap kay jawab ka intezar karon ga.


  11. Anonymous Says:

    asalam o alikum. mera nam habiba hy meri lyf 1 sal sy mushkil mein hy. rishtay atay hain log pasand b kr letay hain aur phir chup ho jatay hain. meri ami bht pareshan hain. mujhey batain k aisa ku hota hy aur meri help kr din plz. my id is sweet.gurl.16@hotmail.com


  12. Anonymous Says:

    salam, hamari family k sath bni kuch isi tarah ki problem hai hame malum hua hai k hamari puri family asrat ki zad me hai, najane kon hai jo ye sub karwa raha hai. sub ghar wale bohat pareshan hain 1 problem se nikalte hain to dosra koi problem nikal ata hai. baray meherbani koi hal batayn bohat meherbani hogi.sanamaher8793@gmail.com


  13. Unknown Says:

    mera name muhammad wasim he...!sir mere dimag par jadu ka asar he..jo kuch yad karta hu thori der bad bul jata he..dmag kaam nai karta..plz me help karen.


  14. Anonymous Says:

    mera name saif-ur-rehman hay.. muh par kisi nay kala jado kiya hay.. rat ko neend nahi ati..istikhara kisi kam kay liyay karta hon to subah tak ankh khuli rahti hay..kam,karobar sab tabah hogiya... biwi kay sath bhi jhagray hain.. Allah kay liyay meri madad karain.. saif_333@hotmail.com


  15. Unknown Says:

    asalm_o_alikum meri beti ki tabbiyat bohot kharab hy uska nam mehwish hy usy raton ko neend nhi ati or wo sote nhi hy kehti hy k mry andar roh hy plz mjy apka numbar chahiye


  16. Anmool Jee Says:

    Aoa sir me bAhot prshn hon jadoo ehsa hy sex.ke tlb hr wqt hy na chahte howay b pak rhne ke bahot koshs krta hon bahot majboor hon pora jism jhakera hy takleef 3sal se sb hy mohtaj and berozgar hogya hon koi asr km ni hota. Mhrbani fermain dua go. Tanveer walida ka nam ameer begum pk... email.......................................................sachai_nice@yahoo.com

    00:02


  17. muzaffer Says:

    sir meray ghar saray ghar walon par kisi na jado kur dia ha meri ami ki tabiat khrab rehti abu ami sa lartay hain kharcha tak nahe daitay meri behn ko seenay pa dard hota ha kabi behosh ho jati hai aur meri halat b theak nahe ha sex ki bohat ziada shidat ho jati ha hamaray ghar sa taveez b milay hain aur aik taza roti b dabi hui mili ha ap mujay koi aisa amal btayain jis sa main kaat kur sakoon koi sakhat sa amal btayain ta k jaldi halat theak ho jayain please


  18. fahad Says:

    Assalam O Alikam Sir mera aik masla hai mere wife ki tabiyat kafi kharab rehte hai us ki skin ki problem hai us ko kabi yeh problem nei hwe hai but pechle aik saal se us ki skin tekh nei ho rahe please ap us ky bare mein bata sakte hai k us ko nazar ya kohi magic wegara tu nei hai ar us ka solution kiya hai?


  19. ikram Says:

    ASSALAMO ALAIKUM

    App Ki Website Parh Bohat Information Hasil Hui ... :)

    Ap SAy Ye PooChna ChahtA Hn K aP Koi Esa Amal Batain jis say parh kar us par kisi kisam ki bandish,jado,tona,nazar nh ho Koi esa amal batain jisay main daily parhoo or main nazar bandish jado tona sa bacha rahoo ?????

    Mjhe Bohat khushi hogi ap kay reply say ALLAH apko Khush Rakhay :)


  20. Ali Says:

    Asalamualaykum amil sahab,

    mera naam ali hai ,mera sawaal yeh hai ke main bahut
    pareshaan raheta hun.hum dono miya bewi mein aksar ladai aur jhagde hote rahete hai jiski wajhe se main bahut pareshan
    raheta hun kiya karon kuch bhi samaj me nahi ataa.

    mera dusri pareshani yeh hai ke mereku interview mein koi kaamyabi nahi milti aur bahut dino se main naukri
    ki talash mein hun meri ek beti bhi hai.

    Note: mein bahut arse se pareshan hun teek meri shaadi aur rasam se pahele se.

    baraemeherbani meri rahenumai farmaye Allah App Ko Jazae Khir Atta Kare Aameen.

    Amil Sahab mera interview Wednesday ye Thursday hai us mein kamyabi keliye kuch asardaar wazifa aur taweez
    tajweez farmaye...


  21. ansar Says:

    Salam my name is ansar .muje kafi salo se pet ki taklif he .pet me aag si hoti he.koi dawa kam nae aati.aap is ka hal bata sakte he . dua ki darkhwast he


  22. haris Says:

    assalmualikum
    mera name haris hai main india delhi main hotel main job karta hu mera selection dubai kai ek hotel main ho gaya tha gulf main jab job kai liye phle medical karana hota hai maine jab apna medical karwaya next day jab main report kai liye gaya to unhone bola apko again blood sample dena hoga phir 2 din bad gaya to unhone bola 4 ya 6 week kai bad again blood sample dena hoga than i have to asked what happen dr. told me hiv positive aa raha hai than mera pas time kam tha maine doctor ko bataya than doctor sugges me we test ur blood sample another lab dr lal path lab waha ki report bilkul sahi aye phir main apne aap bhi 2 aur lab main karwaya wo bhi sahi aye ab wo doctor bolta hai kai dubai mat jao kyoki waha per jakar bhi medical hoga aur unke pas bhi wohi mechine hoti hai to report positive hi ayegi

    ab main kya karu kuch to meri madad karo please main bahut pareshan hu


  23. Anonymous Says:

    asalam u lakum ge mera nam shahnawaz ha or ma pochana chata hu ka muj per jado hua ha ya nahi


  24. Anonymous Says:

    Assalam-o-Alaikum,
    Sir,aap khariat say hain.
    Sir,meray father ki 7 months pehlay suddenly death ho gai hay. mujhay rizq bhi nhai mil reha(berozgar hn),ghar mn aapas mn ghugray hotay hain,mother kafi beemar hain last 3years say, sub k mind kafi kumzor hain yadaasht,paisay mn khairo barqat nhai, road accident bhi or mujhay 15days say pait mn durd or motion bhi aa rehay hain.
    Plz help me


  25. Anonymous Says:

    Sir plz your phone number I talk to you sir plz help me.


  26. Anonymous Says:

    sir kiya larkiyan hamzad ka amal Kar sakti Hein.


  27. Anonymous Says:

    mera naam rania haI HaI aur mein hamzad ka amal karn.a. chatI hone . mujay ap se ijazat chaiy ap se. aur sawal yeah hai k Kia larkiyan yeah Jamal Kar sakti hein.


  28. Unknown Says:

    hello mujhe aapki madat chahiye


  29. Anonymous Says:

    Please meray husbend ko waham ho gaya ha aur UN ko Puri rat need nahi aty app koi wazifa bta dyn ta ka wo teak ho jayn allsh app ko is ka ajar dy ga


  30. Anonymous Says:

    is amal ka wakt nahe bataya ap ne ke kis time kya jaye din ko ya rat ko ya fajir ko plz ye wazy kar den


Popular Posts