Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha

kya rohani aamil ilaj karwana walay mareez per jadu kar sakta ha ?

 
As salamu allaiqum

yeah problem her healer , baba , buzurg , ya aamil face kar raha ha ka ilaj karwana walay mareez ushe aamil per ilzam lagata ha ka yeah aamil he mujh per jadu kar raha ha . halaka victim ka pass kohi saboot be nahi hota bus wo us madad karna walay aamil ko begar kisi saboot ka badnam karta rehta ha . yeah pareshani takrebon her aamil he face kar raha hota ha jaha tak mere knowdlage ha .
main ny aksar logo se yeah suna ha ka hum fala baba ka pass gahe tha pehla hamare takleef itni nahi thi jab se us baba ka pass gahe ha hamare takleef bar gahe ha . ya abb hamare ghar main jinnat ana shoro ho gahe ha . ya jab se us baba ka pass gahe ha to hamara masla bar gaya ha . hum ny jis baba se ilaj karaya ha . abb wohi hum per jadu kar raha ha .

yeah takrebon main ny deakha ha k her rohani aamil baba per yeah ilzam lagta ha ka jo mareez ilaj karana k liya atah ha kuch time ka baad wohi mareez us k upper ilazam laga raha hota ha ka yahe mujh per jadu kar raha ha . asal haqeeqat kuch or he hoti ha log bholay ha unko becharo ko samajh he nahi ha ka yeah kitna bara game plan ha jadugar ka or is ka picha kya raaz ha


jadugar ko 2 faida hasil hota ha ahsa . ake to wo victim ka rukh mor deta ha apna jinnat ka zarya se matlab ka victim jaha asal jadugar ko jananay lagta ha ya jaan be jata ha ka fala fala mujh per jadu kar raha ha to jadugar us ka zehen ghuma deta ha or ilaj karnay walay ka us k zehen main shak dal deta ha ka yahe ha jo tum per jadu kar raha ha abb ahsa karna se jadugar ko ake or faida hasil hota ha victim ko jo madad mil rahe hoti ha aamil ka ilaj karna se wo band ho jati ha or victim jo hota ha asli jadugar ko chor ka us aamil ka picha lag jataha or ushe ko baadnaam karta ha or yaha jadugar aram se madaza se apni life freely enjoy karta ha or pehla jo kaat karna se jadugar ko zada mehnaat karni parti thi abb us ko itni nahi karni parti normal jadu main he us ka acha kam ho jata ha ahsa main jadugar ki mehnaat be normal ah jati ha wapis . is ko kehta ha ake teer main 3 shikar 

yeah faida hasil hota ha jadugar ko 

1 madad victim ki band karwana 
2 apna upper se shak or badnami se bachana
3 kaat karna se jo zada jadu kar ka mehnaat karni parti thi abb normal mehnat main he kam hona



Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakheya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com



0 Responses

Popular Posts