KALA JADU KI TYPES OR KON KON SE HOTA HAI




as salamu allaiqum
ajkal kon kon se jado log karvate hai jadogaro ko pass de kar is per ake pore detail likhta ho.
1 mukamal amel kamel or 1 mokamel jadogar her kam kar sakta hai bashert yeah hai ka us ko ber poor elim ata ho .sewahe mout se bachna ka or kisi insan ko zenda karna ka amel ya jadogar kafe kuch kar sakte hai .
jado ki types
1) meya bewi main jodahe= acha bala ghar main marad or orate main larahe dal de jate hai. or yeah dono ake dosare se saket larte hai or baat baat per ulajhta hai .or in ko ake dosare se saket nafrate hotee hai .or ake dosare ka liya in ka dil main bugz ah jata hai .ager jado shahde ho or is ka foron elajh na karvaya jahe to baat talak tak pouch jate hai .
2) bewi ko shohar ki shakel deak kar ghusa ana = is kisam ka jado main jab bewi shohar ki taraf deakte hai to us ko saket ghusa ahta hai shoher per. or shoher ki shakel deak kar bewi ko saket nafrate ho jate hai .or wo shahded larahe karte hai .or larna marna ko taiyaar ho jate hai .
3) sir main darad rehna = jado se kisi be shaks ka sir main darad kar deya jata hai .chahe lakh davahe khalay laken phir be sir darad nahi jata. sir main darad rehta hai kabe ake dam sir main tease uthte hai to kabe ake dam khatam ho jate hai .
4) gala kharab rehna = is kisam ka jado main acha bala shaks ka gala kharab ho jata hai. galay se awaz he nahi nikal pate theek see .or ahsa mehsos hota hai ka galay main kohi kharash hai or yeah kharash dave se be door nahi hote .
5) sans ka mushkel se ana = jado sifly se is kisam ka jado kiya jata hai ka acha bala insan ko sans theek se nahi ate .wo ghooton mehsos karta hai sans lena main .or pareshan rehta hai .kabe us ka sena per zoor perta hai. to kabe dil per .or ahsa shaks per gabrahate or bechani tare rehtee hai .
6) behra karna = jado elim main kisi be insan ko bera kar deya jata hai us ka suna ki taquat ko khatam kardeya jata hai ahsa insan ka kano main darad rehta hai or tease be uthte hai
7) orate ka khone jare karna = is jado main orate ka khone jare kar deya jata hai or wo bohat shahded takleef main ah jate hai ahse orate apna shoher se sobat nahi kar pati or ager sobat kar be lay to intahahe shaded takleef main ah jate hai or bemar par jate hai bohat zada
8) jisam main darad = is kisam ka jado main pore jisam main darad rehta hai yeah darad kabe dono tange main zada hota hai to kabe hatho or kamer main hota hai phir sir tak pouchta hai or ajeeb se thakan ho jate hai insan samjhta hai ka kamzoore ho gahe hai ya ajj zada mehnat ki thi to is waja se darad ho raha hai
9) anda karna = jadogar kisi be insan ko anda kar deta hai apna jado se us shaks ki benahe chalay jate hai shoro main nazre kamzoor ho jate hai phir ahista ahista us shaks ki benahe chalay jate hai
10) dato main darad masoro ki bemare or dato main kira lagana = bazz okat jadogar dato ka picha lag jata hai kio ka insan ki lambi omar ka daro madar dato per hai jab daat he theek nahi rahe gay to phir insan ki sehat kharab ho gee or wo kamzoor or bemar rahe ga jadogar dato per kira or masoro per waram or dato main darad ka jado kar deta hai
11) dil ki darkan tazz karna = jadogar apna jado se dil ki darkan tazz kar deta hai or dil bohat tazz tazz darakta hai insan ka samjh nahi ata wo samjhta hai ka dil ki kohi bemare hai ya phir samjhta hai ka blood preasure high hai
12) bokhar rehna = jado sifly main akser bokhar rehta hai jado ka deya howa bokhar main sab se khater nak bokhar typhoid hai jis ka elajh main ager dair lag jahe to banda bohat saket bemar ho jata hai or bohat kamzoor ho jata hai jesa ka 6 month ka nooksan howa ho jisam ka
13) chacker ana ka jado = jado main ake chaker ana ka jado be hota hai ankho ka aga ake dam andera ah jata hai us per chacker ana shoro ho jata hai
14) yadasht ka khojana = is kisam ka jado main log apni yaad dasht khodeta hai or betha betha sab kuch bhool jata hai or akser log to apna bacho ko be nahi pachan pate or un ka demage kam he nahi karta
15) demage ka theek tareka se kam nahi karna = is kisam ka jado main demage theek tareka se kam nahi karta or insan kar kya raha hota hai or ho kuch raha hota hai office wala logo ko bare pareshani hote hai is kisam ka jado ki waja se ahsa shaks apni cheeze kisi be jaga rakh kar bhool jata hai or bar bar doond ta hai
16) kisi be kam main dil nahi lagna = jado main akser logo per is kisam ka jado be karaya jata hai yeah zada tar job karna wala afrad per or bacho per kiya jata hai taka wo sust pare rahe
18) awara banana = is kisam ka jado main kisi be mah baap ka pale palahe bacha ko awara banaya jata hai taka us mah baap ka bacha awara bana or bacha ka mah baap pareshan ho
19) charus segrate ki adat lagana =kala jado sifly main log jadogaro ka pass ja kar ahsa jado karvate hai jis per karvana ho ka us ko charus ki adat lag jahe kio ka yeah is liya karvate hai ka ager ake dafa victum is patre per char jahe to wapious ana ka sawal he peda nahi hota or ager zeenda be rahe wo shaks to us ki zeendage bekar he hote hai
20) sharab ki adat lagwana = jadogar kisi be shaks ko sharab ki adat per laga deta hai taka wo ghar main larahe jagra kareen or ghar ka amon kharab ho
21) zani bana na = jado sifly main bazz log mah baap ki betio ko zani banwate hai laken is main orate ka kohi kasoor nahi hota yeah sab jado ki waja se hota hai or ager marad ko zani banaya jahe to us ka picha kisi orate ka hath hota hai taka wo marad us orate ka sath sex kareen or us orate ki jinse khuwahish pore ho or marad be orate per ishe kisam ka jado karvate hai
22 )quran pak allah or rasool se nafrate dal na dil main = yeah jado us waquat karte hai jab ka jadogar ko dar ho ka us ka jado allah ka zikar , quran pak ki telwat or rasool pak ka daradood se toor na jahe is liya jadogar in cheezo se insan ko door karta hai taka jadogar ko bar bar mehnat na karni pare
23) khuweb band karna = is jado main insan raat ko sota hai laken us ko neend theek se nahi ate us ka zehan chalta rehta hai or us ko khoweb nahi ate or wo bachain or pareshan he rehta hai kabe is karvat to kabe us karvat bedelta hai laken us ko chain nahi milta
24) randi bana na orate ko = is jado main kisi be orate ko randi bana deya jata hai or orate ka under se besharmi khatam ho jate hai or wo bare bare galay wala kapre pehante hai or apni sharam gah mardo ko dekhate hai taka mard khush ho or us ka sath bora kam kareen ahse orate ki sex power jado ka zarya bara de jate hai
25) pet or meda main darad rehna = jado main akser logo ka pet or meda main darad rehta hai or un ko ishe cheez ki bemare rehte hai kabe ake dam matli hote hai to kabe bohat tazz bhook lagna shoro ho jate hai jab khana khana betho to do tin newalo main pet bar jata hai or bhook khatam ho jate hai kabe pet main saket dara hota hai or insan kacha pakhana karta hai
26) sena main jalan rehna = jado main ake is tarah ka jado be hota hai jis se sena main bare tazz jalon hote hai or mu main okahe ah jate hai ahsa lagta hai ka kohi bohat tazz lal mircho wala shorba khaya ho or us se jalan ho rahe hai
27) jigar kharab karna = kio ka insan ki sehat ka daro mardat jigar per mun hasir hai jadogar jigar per attack karta hai jab jigar kharab ho jata hai to insan ka jisam main khone nahi banta or phir insan ka khana pena band ho jata hai or wo tarah tarah ki bemareya paker leta hai
28) shoher ki shakel bewi ko kuta ya khinzeer jase nazar ana = is jado main jab shoher bewi ka pass ata hai to bewi ko shoher ki shakel khanzeer ya kuta jase nazar ate hai or bewi chikna chilana or shor machana shoro ka kardate hai
29) marad ko na marad bana = ahsa jado main marad bekar ho jata hai wo humbistare nahi kar sakta marad ka azu karahona ka kabel he nahi rehta or wo tamam elajh ka bawajood be theek nahi hota
30) putlo ka zarya kiya gahe jado = is jado main ake putla banaya jata hai jo orate ki guzar gah per dafan kiya jata hai is jado se us orate ka han larkia he larkia peda hote hai or kabe be larka peda nahi hota mah baap beta ki ass main intazar he karta rehta hai
31) bacho ka sookh kar mar jana =is kisam ka sehar main bacha saket bemar ho jata hai din ba din kamzoor ho jata hai elajh ka bawajood theek nahi hota jis ko log um alsobyan ya sokha ki bemare boolte hai
32) orato ka bacho ko pet main marna
yeah sehar janwaro or maho per kiya jata hai is sehar se orate ka pet main he us ka bacha mar jata hai or phir mah ki zeendage ko shahded khatara lahaq hota hai
33) janwaro per jado karna un ko bemar karna =
is tarah ka sehar jado main logo ka janwaro ko bemar kardeya jata hai in ka mawashe bemar rehta hai
34) janwaro ka dood sokh na or bemar rehna
is jado main janweryani bair bakre , gahe behas ka dood khushak ho jata hai or ager pet main bacha ho to wo mar jata hai pet main he or peda hota hai to mara howa is janwer ka ager kohi bacha dood pelay to wo shahded bemar ho jata hai or ahista ahista mout ka mu main ah jata hai
35) admi orate se nafrate kareen = is jado main admi apni bewi se nafrate karna lagta hai us ka dil main bewi ka liya nafrate se ho jate hai or her waquat apni bewi ko apna dushman samjhta hai ager kohi is ko samjha to wo us ko be apna dushman samjh ta hai
36) larkio ka rishta ana band hona = is jado main larkio ka rishta ana band ho jata hai larkia apna ghar main he bethi rehta hai rishto ka intazar main baat ban be jate hai sab kuch ho jata hai laken akhir main rishta mana ho jata hai
37) joro ka darad = is jado main insan ka joro main darad kar deya jata hai or wo chalna phirna ka kabil nahi rehta kabe to yeah darad bohat shaded hota hai or kabe kam
38) jinsi bandish karna orate ki = is jado main orate ki jinsi bandish karde jate hai orate sobat karna se nafrate karte hai kisi se be us ka dil nahi karta sex karna ko sex se orate ko nafrate se ho jate hai
39) chera begar na = is jado se orate ka chera begar deya jata hai or jo be is orate ko deakta hai wo is ko chorail , dayan najana kon kon se khetab se nawazta hai
40) coke band na orate ki = is jado main orate ki coke band de jate hai orate ko bacha nahi hota elajh or medical main sab theek hote hai reports laken phir be bacha nahi hota
41) rizq ki bandish karna = is jado bandish se mali lehaz se tabah ho jata hai ahe din nook sanat ka samna karna perta hia bela kisi jahis waja ka hota hai new new mosibateen an partee hai
42) ghar ko tabah wa barbad karna = is jado main kisi acha bala ghar ko ojar deya jata hai or weran kardeya jata hai her farad 1 dosare ka jani dushman ban jata hai
43) la elajh maraz dalna = is jado main orate ka marad ko la ealjh maraz dala jate hai or un ko tarpa tarpa kar mara jata hai shahde takeleef de jate hai
44) zalil karna orate ko shoher ki nazro main = is jado main orate ko nicha kiya jata hai or shoher ka dil wa demage main be yahe baat ghoomte rehte hai
45)
marad ka dil main shak dalna apni bewi ka liya = jado sifly main ahsa jado marad per kiya jata hai jis se marad apni bewi per zara zara se baat per shak karta hai or us ka dil main weham ah jata hai apni bewi ka liya
46)
molazim ko nookre se nikal wana ya ohda gerana = is jado main kisi be molazim afser ya ohde dar ki is ka ohde se montazeli karvade jate hai is ko ohde se motel kara deya jata hai or jis jaga yeah shaks kam karta hai waha ka logo se ahe din larahe jagra rehta hai
47)orate ko talak del wana =bazarya jado se orate ko apna shoher se talak dil wade jate hai is ka her nikha ka baad mosal sal talaq ka sil sila jare rehta hai or wo orate kisi be marad ka sath kush nahi rehtee
48) ameer admi ko bekare bana na = is jado main ameer logo ko bekare bana deya jata hai un ka sab kuch tabah ho jata hai or wow fakir wa kangal ho jate hai
49) mulk se jala waton karna = is jado main kisi be shaks ko jala waton kar deya jata hai ya phir wo ake shehar se dosare shehar mara mara ghoomta phirta hai
50) shahde ghosa dalna dil wa demage main = is kisam ka jado main insan per shahded ghosa tare rehta hai or wo apna ape se bahar rehta hai or her kisi se larna jagar na ko taiyaar rehta hai us ka yeah man na hota hai ya to tu rahe ga ya to main raho ga
51) orate ki pastan main darad karna = is jado se orate ki pastan main darad kar deya jata hai chate dhookte rehtee hai orate ki or us main takeef rehte hai
52) okdam zikar = is kisam ka jado zada tar us shaks per kiya jata hai jin ka ghar rishta la kar ja rahe ho us shaks ka ghar walay phir rishta walo ka apna ghar main zikar karte rehta hai or unhe ki bateen hotee rehtee hai ghar main un ka jana ka baad be mahino tak yeah sil sila jare rehta hai
53) mohobat main devana karna = is kisam ka jado zada tar orate apna shoher per karte hai orate apna ganda pani per amal karva kar marad ko pela date hai marad orate ka kabo main ah jata hai or kuta ki tarah orate ka picha picha ghoomta hai or marad be apna ganda pani le kar us per amal karva kar kisi be larki ya orate jis se us ka sobat karna ko dil chahe us ko pela deta hai phir orate marad ka kabo main ah jate hai abb yeah marad per depend karta hai ka wo us ka sath kya kareen ahse sorate hall main orate nedal hote hai or sab kuch marad per hota hai ka wo us ka sath kya kay kareen
54) dar anjana khuf dal na dil main = is jado main insan ka dil main dar khuf dal deya jata hai sab kuch hona ka bawajood wo mayous or na kush hota hai us ka kuch be samjh nahi ata bus us ka dil her waquat derta rehta hai
55) sehar khamol = is jado main insan sust per jata hai us ka kohi be kam karna ko dil nahi karta wo dehla or lachar ho jata hai
56) murge ka dore = morge 2 kisam ki hote hai ake badni dosare jado ki waja se sehar jado main insan per is kisam ka amal karaya jata hai taka us ko murge ka dore pareen
57) sehar laqwa = is jado main chare ki halat begar jate hai or mu tera ho jata hai elajh ka baad be mareez dandrust nahi rehta khana or pena se mareez bezar ah kar tange ho jata hai or awaz be beth jate hai
58) sehar al mafloj = is sehar se morad ha ka insan ka kuch aza ya sara jisam ba has reh jata hai or in main khone ka dora khatam ho jata hai or ahsa mareez ko falak kaha jata hai
59) sehar kabos = is sehar kisam main shaks ko akser wa bashter bohat zada neend ate hai or neend main bare shakel ka insan ya daraoni shakel wali ajeeb mooklook deakhahe date hai
60) shahded chaker ana ankho ka aga andera cha jana = is sehar main begar kisi bemare ka sir main tese uth te hai or yakdam sir main shahded chaker ate hai or ankho ka agay andera cha jata hai
61) jado bandish nikah = nikah ki bandish main ahsa jado kiya jata hai jo end nikha ka waquat hota hai is se ya to dulan ka demage kharab ho jata hai or wo mana kardate hai nikha karna ko ya phir dulah ka demage kharab ho jata hai ya wo mana kar deta hai nikah karna ko ya phir kohi ahse pareshani ah jate hai jis se nikha motel ho jata hai
62) surat anzal = is jado main marad ko surat anzal ki shekayat lahaq ho jate hai or bawajood elajh ka wo theek nahi hota
63) bandish has = bazz okat haseed orate kisi haseed jadogar se has ka jado karvadate hai jis se orate ka mahowar ana band ho jate hai
64) sehar janon sehar janon se morad wo sehar jado hai jis se insan apna hosh wa hawas kho beth ta hai or amoman llog is ko pagal kehta hai or wo kisi ka kabo main nahi ata or ahse afrad is ko zangero main band kar rakhta hai ahsa shaks bare mushkel main kabo ata hai
65) masan = masan wo jado hai jo bacho per kiya jata hai is main hindowana tareka se taiyaar karda mordo ki rakh kisi na kisi sha main rakh kar khila de jate hai

mujha jitni be kisam ka jado maloom tha wo mana likh deya hai

dua main yaad rakheya ga
amel soname
(amel_soname@yahoo.com)
39 Responses
  1. subhan Says:

    Ap jadoo k bare mein bahot jantey hain, mein ne ap ka links perhay hain.
    Kya ap meri help kareengey? Plz?


  2. Sami Ullah Says:

    assalam o alaikum

    Mera naam "Sami Ullah Khan" hai aur m meri tareekh paidaish 28.1.1979 hai...
    meri masla yeh hai k pichley koi 3 ya 4 months se bahut se mushkilaat aein.. karobaar shuru kiya aur jis main bahut ziada nuqsaan hua aur taqreeban 12 lakh ka qarz charh gia... itna qarz utaarna bahut mushkil hai.. qarz daron se chhupta phirta hon.. laiken kab tak un se chhupoon ga... shadded pareshani ka shukaar hoon.. barai mehrbani koi aisa wazeefah btain k jis se yeh sab preshanian aur mushkilaat khatam ho jein aur yeh qarz jald se jald utar jai....

    Agar mera qarz utar gia to saari zindagi aap ko duwain doon ga...

    barai mehrbani jald se jald jawab dijiye... iss waqt main "Oman" main rehta hoon laiken ab yahan se bhaag k Pakistan janey wala hoon warna yahan jail main sarna parey ga kion k qarz daron ne muaf nei karna aur police main case kar dena hai...

    aap k jawab ka intezar hai...


  3. Assalam o alaikum
    me ny ap ka blog p kalay ilm k bary me parha h kafi malomat hasil hui han or ap k is blog s bohat s loag faida utha ray han Allah Subhana Wa Tala ap ko is ka bohat ajar day or ap k darajat buland kray amin. Me ap s apny mutaliq janna chahti hun k muj p or mery ghar walo p kis ny kala amal krwaya h kia ap muje ye bta sakty han or ye b k me khud un k bary me kis tarha jan sakti hun jis tarha jadu garha hua maloom krna ap ny btaya he usi tarha kia me khud maloom kr sakti hun ya nai? Muje ap k jawab ka intezar rahe ga agr ap muje jawab dain gay tb me ap ko apni information dun ge. Thank you.
    Allah Hafiz


  4. Saadat Duran Says:

    salam-o-alikum

    es jado ka koi wazifa hia tu bataen mere dost ko yeh masla hia

    29) marad ko na marad bana = ahsa jado main marad bekar ho jata hai wo humbistare nahi kar sakta marad ka azu karahona ka kabel he nahi rehta or wo tamam elajh ka bawajood be theek nahi hota


  5. mujhy pata hy ap k passs karoro mails ati houngi mujh jaisi....

    bhai me buhut parishan bhen ho meri madad ker day
    meri shadi ko takribun 3 saal hoay waly hy meri shadi love marriage thi...meray miya nay hum say apni asliyat chupai apni talim her chez jhot boli ....shadi k daud say mujh say dhokay say paisa laina batein chupana wagera....meri saas ny mujhy buhut tung kiya hua hy meray miya pay jado taky hum me ikhtalaf houn
    mera miya mujhy daikhna tak pasand nai kerta her waqt larai paisa tak nai daita m 3 saal say maa ore bhaio say lay rahi houn abhi 15 din pehlay hi job join ki hy

    plz mujh pay rahem kary kuch aisa ker dey k mera miya mujh say pyar kary hamary kherchay uthay ore bahir moun marna chor day ore meri saaas say meri jaan choot jay....


  6. Anam Says:

    Asalamu alikum im dranam i want u to help me, actually we have alot of enimies jo hum par jadoo kartay hen we are two sisters dont have brother abi rohani elaj karwanay k baad my mom is expecting after 20 years unki sari condition pregnancy wali hi hy or jin say elaj karwaya hy unhon nay b istakhara k baad yehi bataya hy or b bohot say amilon say pocha to wo kehtay hen she is pregnant but all the reports and ultrasound are negative doctors ko kuch samjh nhi aa raha k ye kya hy dekh k to kehtay hen she is pregnant par akhir mein keh detay hen gas hy kabhi kehtay hain k pregnancy thi aur ab nae hai aur dnc b nahi ki, ab to 9 months complete ho chukay hen ammi ko jesay hi labour pain start hoti hy delivery mein koi na koi rukawat aa jati hy or pain khatam ho jati hy, dushmanon nay bachay ko marnay ka amal kiya tha lekin Allah k karam say wo kamyab nhi ho sakay,plz ap koi aisa amal batain jis say delivery ho jaye or jo b bandish hy khatam ho jaye. waiting for your reply


  7. Anonymous Says:

    mujhe achi lagi hain sab bateen jo likhi hain mager main janna chati hoon ager admi ko apni bv se nafrat ho jae ya wo namarad ho jae achanak tu kiya padhna chiye quran main kiya dua hai is ki.


  8. khurram Says:

    Assalam-o-Alaikom!!!

    kya haal kaisay hein aap???
    mein aapka name tu nahi janta.. but aap k blog ko parhaaa meine jiss mein waqai buhat maloomaat de aap ney thanks :)

    meine aap ko message is silsilay mein kya hay k mein aur humari family aik parishani mein phassay huee hein...

    meri phopo jin ki age 32 years ho chuki hay is ki abhi tak shaadi nahi huee sub kehte hein in par kaala jaado hua hay aur zahir bhi hota hay..

    pehlay tu rishte aate nahi thai aur ab aik rishta aa gaya hay sub kuch ho gaya hay shaadi ki tayyari tak hogai hay larkay walaon ney zewar eidi etc.. sub kuch diya butttttt abhi tak shaadi ki baat par nahi aye larkay ki maa humare ghar aye but woh dekh kar chali gai koi khas jawab nahi diya 2 saaal ho gaya hein buss aaana jaaana laga hua hay par koi shaadi ki baat par aata hi nahi... un ki age jaati jaa rahi hay...

    aur phopo ki halat buhat kharab rehti hay woh khamakha rooti rehti hein bila kisi wajah k un se wajah pocho tu kehti hein aisa lagta hay k koi mera dil pakrr raha hay... aur buss rooti jaati hein

    khaana bhi nahi khaate buss udaaass hi rehti hein.... hum log buhat parishan hein k ALLAH ney rishta tu bejh diya bus ALLAH se dua hay k un ki shaadi bhi ho jaye..

    magar jo halaat hein woh aap ko meine bata diye humare ghar ki sub se bari parishani hay... kya aap humari help kar sakte hein????

    mein apni phopo ko khush dekhna chahta hun.. mein chahta hun k woh khair se shaadi kar apne ghar jaye aur apni baqi ki zindagi khushi se guzaree uno ne buhat dukh dekhay sari zindagi apni maa ki khidmat ki.. har kisi ki help karna har kisi k dukh mein shamil hona yah un ki sift hay but un ka naseeb buhat kharab hay ALLAH jaane kaon humara dushman hay jiss ney phopo k uper ilm kya hay...


  9. amjad Says:

    sir aslam-e-alakam







    main 1 sal say bimar ho jaryan kay marz may ko medicine kam nahi karti sirf ik do din medicine assy kam karti ha jasy main theek ho gia ho phir kam nhi kart mary shaadi ko 8 months ho gay hain lakin ko peregrency nhi ha mara damag assy ha jassy kisssi ki qad may ho mujay kush acha nhi lagta na gar bar na passa need bhi theak tarha say nahi atti mujay assy lagta ha jassy ko jadu ki taqat mari jaan nikalti ha main jasmani tor pair sahatmand ho please sir tell me kia masla ha mary sath main app ka bohat thankful ho ga


  10. abdul shaikh Says:

    sir mai bahut pareshan hu jadugar mere piche padewali hai,harwaqt wo mujpe najar rakhti hai pplease muje elaj ka tariqa bataiye inshallah allaah aapko our aap ke gharwalon ko our aap ki puri teem ko kaamyabi den,aameen


  11. Imran9630 Says:

    sir,
    janab asalmo walakum

    mara name imran ha or mari ya parashani ha ki mari bahan anjum ko uska susaral wala bahut parashan kar raha ha. Or usa roj tara tara ka tana or ghar se nikalna or atmhatia ka liya majbur kar raha ha.wo kabi kabi 4-6 din bhukha pat soti ha ,to kabhi wo log uska 2no masum bacha ko marta or yatnay dayta ha.mara papa ka intakal hua 4din hua ha or wo logo ki mara papa ka kilaf galt shabdo ka istmal karta ha.
    Ap sa gugarish ha ki ap mari bahan ki para shani hal kar da.
    Bhala hi un shatano par kala jadu kar unki juban kaat do kuch bhi karo.
    Un shatao ka naam ya ha.
    * Riyaj -jat
    * bano -jithani
    * farida-nanand
    * mohasin-dawar
    * golu - dawar

    plz allha ka wasta in 5shatao se mari bahan anjum ko bachana ka koi rasta karo

    ma apka mail ka intjar kar raha hu.
    Email id :- Imran9630@gmail.com


  12. ammar ashraf Says:

    sir,
    mene apki site daikhi mujhe khushi hui daikh k agar ap logoon ki parshanyaan duur kartey hain to pakistan me ye bht zyada ha k family k loog hi dusrey ko neecha dikhane k liye ye sub kuch kartey hain jadu toona..me ap ko isi bare me batana chahata hoon k hamari family me b aik banda ha aur wo kafi purana kar raha ha ye kam blind ha (nabeena)but us ka ye kam bht chal rha ha aur sach me us k pass jin hain meri tayi ammi ka bhai ha wo aur hamare pe b kisi ne jadu karwaya hua ha shahid tayi ammi ne hi bhai ko keh k karwaya ho mere father ki naukri lagi thi aur shadi hui tab se ye parshanyhaan ka samna kar rahe hain sub kuch ALLAH ka h but koi na koi parshani zaroor a jati ha kahein n kahein ..meri ap se guzarish ha k meharbani kar k kuch aisa wazeefa karein ya dua batayein jo chaltey phirtey parh sakain aur jadu ka asar khatam hio sakay mere father naukri se retired huey hain ab un ko koi naukri ni mil ri ghar k halat b sai ni hain financially me b 25 years ka hoon kab se naukri dhoond raha hoon kafi jagha interview b diye but reply ni a raha ha mujhe ...meri behan ki shadi hui bht khush they wo husband wife 6 years ho gaye shadi ko 3 bht pyarey bachay b hain but am last 2 months se behnoi k chootey bhai ki biwi aur us ki ma ne aisa kuch kia ha ghar pe k in ki bilkul baat cheet khatam ho gai ha aur naraz ho gaye hain meri ap se guzarish ha k meharbani kar k zaroor inka wazeefa karein aur jadu ka toor khatam karein aur karne walay ko b hidayat dein


  13. FURQAN Says:

    ASSALAMO ALIEKUM,
    Dear Bhai,

    mera masla hey k men jis larki se shadi karna chahata tha, meri or uski hamary ghar walon ney baat bhi kar li or 4 saal tuk mein usi larki se raabty mein raha (wo ghair biradri key hen) lekin jab shadi ka time aya to larki ki maa ney teen sherten laga den or kaha ye sherten poori kar do mein shadi kar dongi
    wo ye hein

    1. Haq Mehar 50 Tooly soona
    2. Apna ghar larki key naam per karon
    3. Jis shehar mein larki kahy usi mein rahon ga

    ye sherten poori karna mery bus men nai tha or na mujhy akeely ko ikhtiyar tha kiun key mein apni maa or bhaon key sath rehta hon

    pehly to larki khud kehti thi key meri maa thek nai kar rahi lekin aakhir larki ny bhi apni ma ki sherton ko theek kehny lagi

    is masly per taqreeban 8 maah tuk behes hoti rahi or her mumkin koshish bhi ki lekin akhir kar larki meri sakht tareen mukhalif ho gai or ek jaani dushman ky roop mein agaii.


    mujhy is baat se sakht aziyat or takleef puhanchi or ab ek saal guzar chuka hey ab tuk mein bilkul usi tarhaa takleef or aziyat mein hon key jisy mein apni zindagi samjhta tha or usy izzat or waqaar dena chahata tha apny ghar mein lakar,,,,

    mujhy kis haal mein b uski nafrat bardasht nai hay, meri ankhon men is waqt b anso hen, or likh rhaa hon apko kisi umeed se

    KHUDA k lie mujh bekas ki madad kijiyee ager ho saky to

    ALLAH pak apko neekion kaa ajar-e-azeem de
    amin


  14. asalamualikum baba gi mera nam AAMIR NAVEED hey aur meri walida ka nam SHAHIDA SHAHEEN hey baba ge mey 13 years sey pakistan se bhair rehta hu aur apni rozi kama kr apne ghar walu ka silsala chla raha hu lakin kuch aise masail paida huey k aj 2 years ho gay hey pakistan he hoon.... 6 month phele b apni manzil per ponch kar wapis bhej dia gaya...
    pakistan se rawana hua k apni manzil-e-maqsud k qarib hi tha muje airpot emigration officers ney mere documents jo ke mera residence carda tha wo ley lia aur muje passport ke sath wapis pakistan bhej dia aur jab ke mera card viza valid 2013 tak hay aur mey her lihaz sey leagal safar kr raha hu aur app mujy yee bataay k kisi ne muj pr koi rakawat tu nahi dal di yani koi jadu tune sey mera safar na band dia ho aur mene apne papers passport embassy me jama krwa diye hey embassy mey interview dia hey lakin abi tak koi jawab nahi dia baba ge me booth preshan hu dusman bhut ziada hey app muje dua me shamil krey aur app k jawab ka muntazir hoon aur mera kam kab tak hu jae ga......kaam tu Allah Ney he karna hey..... lykn Allah ney duniya mey jo wasilay bana kar bhejay huway hey.........pata nahi kis k wasilay sey mera kaaam ho jayee


  15. adnan Says:

    meri walda na 8 sal bemari kati kafi elaj karwaya har jaga sa pak saudia sa b hum saudia ma mukeem ha.jab ba ami ka elaj


    karwaya docts ko koi bemari smjh nahe ati thi ami behosh hu jati thi.ami phir thek hu gae laikn abu ek dam bemar par gay


    kabhi unha bemar na dekha tha abu 3 sal bemari sa lartay rahay phir fot hu gay 8 feb 2010 ma abu fot hona sa kuch din pehla


    jab bol saktay tha tab unho na chota bhai sa kaha k mujha nazar araha ha jin jin logu na hum pa amal kya hwa ha.us din k bad


    abu nahe bolay or fot hu gay.un ka jigar khatam hu gya tha.abu k fot hona sa 1hafta pehla dadi ami fot hu gae abu ka rang bht


    dull hu gya tha.abu k fot hona k bad ami bhi ab bemar rehti ha an main bhi mujha har waqt bukhar rehta ha jism drd hta ha


    pairu ma sa saig nikalta ha ankhain band karu tu aga light jaise cheza ghomti ha an khwab b bht ganday gandy atay ha.abu k


    chaliswa (40) k bad hum saudia wapis agay or tab sa hmary halat bht khrab ha


  16. nauman gull Says:

    aslam o alikum
    main ap ke is sary article se bohat impress hua hun
    main ao se aik wazifa chahta hun aik problem ka
    truly saying bro
    i had a frnd living in my colony we both go mosque everyday even we met with each other in mosque
    bt due to some reasons we got a serious fight sumtimes i feel my self guilty for all ths
    6 months guzar gaye per hamari larai khatm nai hote
    main wo wapis dosti chahta hun mujy koe toe tareeka or amal btain


  17. zahid Says:

    Assalamo Alaikum,


    Hazrat Saheb mera aik masla hay or mein is ki waja se bohat pareshan hoon, Mein kafi arsay se apne jism mein dard mehsoos karta hoon or ye dard pooray jism mein hota hay or mera jor jor dard kerta hay lekin ye dard joints ka nahin hay bulkay ye mere jisme ke gosht mein hota hay or poora jism mutasir hay or jism bohat kamzor hogaya hay her waqt hiddat mehsoos hoti hay lekin bukhar feel nahin hota jism garm rehta hay, is ke elawa jab bhi mein subha toilet mein jata hoon to pakhana khul ker nahin hota or bleeding hoti hay or baar baar bath room mein jane ki adat pergai hay, meri shadi ko 02 saal ka arsa huwa hay or is dard ki waja se mardana taqat mein bhi kafi kami hui hay or auland nahin hay or kuch log mujhse jealous or kuch logonko dikhane per maloom huwa ke mamla kuch or hay lekin bari jaga elaj bhi karay or taweezi amal bhi karay lekin faida nahin hota (Taqreeban 06 ya 07 doctors ko dikha chuka hoon or sub ki reports OK hain, kafi aamilon ko bhi dikha chuka hoon lekin sub kehtay hain ke sifli jadoo hay lekin elaj koi nahin ker pata), jism mein dard bohat hota hay, Jism garm rehta hay or pakhanay mein khoon ata hay. Ager aap is silsilay mein meri madad ker saktay hain to mein aap ko dil se dua doonga or ALLAH aap ko is ka jaza dega.


  18. Chaudhary Says:

    assalamo alaikum...
    meinay apkey articles net pa parhay hain about kala jado.........plz mujhay apki madad k sakhat zarorat hai plz reply me plzzzzzzzzzzzzzzzzz.plzzzzzzzzzzzzzzz.em waiting 4 ur reply.ap ager meri mmadad kerayn gayn Allah apko ajer day ga is ka. plz reply


  19. kishwar Says:

    salm.amil shaib mera masla marriage sy related hy mera and behan k rishtay aaty hain bt shaidi nahi horhi hy...mera name kishwar age 25 or meri behan ka name kouser 30hy plz bata dain koee bandish ya rokawat tu nahi hy. tu nahi hy .shukria


  20. abbas Says:

    main aik bohat bere pareshani main hoon meri larki aik larkay kay sath chale gaye hai or woh gher walon kao apna dushman samagha rahe hai hum say milna nahen chah rahe or phone per bhi bat nahen ker rahe mail kay zarya contact karen main lohe taskher banwana chahte hoon ya ap jo bataen jis say woh wapis aa jaye or duen bata den jo main perhon bare meherbani ho ge shukriya


  21. Umang Says:

    hi
    sir muj sy bat karen meri email hy umangnaz1@gmail.com


  22. Anonymous Says:

    Hi, Main nahi janti ke ap kon hain,par apki likha hua har bat padne ke bad main apse madat ki ummid rakhti hu. Bohot taqlif me hain hum or mera family ,ek aurat ki buri harkato ke karan


  23. Anonymous Says:

    salam mayre aur shoher k dermiyan bohat jhagray hain biwi k haqooq ada nahi kerta . uss per jadu hai plzz kaat ker dain sheeraz ali gillani.maa ka name shahida begum bukhari. plz help me


  24. Anonymous Says:

    assalamaoalikum
    kia ap jawab detay hain??? ager koi kuch pochay to....


  25. nafees iqbal Says:

    asslam o allikom janab mera name abdullah hai mere shadi ka takriban 3 sall se ziada hochoka hai mai jab ghar jata hon to jaise dil pe kuch beth jata hai na bivi ki sath lagta hai na ghar mai dil lagta hai jab mai ghar se ahir hota hon to melkol mai thek hota hon or mai bahir jane ki koshish kr rha hon koi kam be nhi horaha sub rastain pe bandesh hi bandeh hai sir plzzz mera madad kre mare or e booht se preshani ha is jadoo ki waja se dil tng hota hai kabhi mai khush nhi raha zindagi mai hr waqat gham hi gham hai zehan se boht kamzoor hochoka hon abe koi chez yaad kya tohre dear bad bhool jata hon hissab kitab mai ghalti hojata hai pasa ziada chali jata hai mujhe boht se molveo ne kaha ke apki oper jadoo hogaya hai plzzz mera help kre mai wait kronga apke reply ka shukriya allah apko or be kamyab kare ameen mera email eddress hai
    janlove2010@hotmail.com


  26. khan Says:

    jadoo khatam krny ka koi amal ha


  27. Anonymous Says:

    Asalam o alikum
    muje boat khushi hui ha ap ka yeh page perh kar. kafi ilm ma izafa b hua ha. kya ap jado ka tor karty ha ur mail ka jawab dete hain. ma pale tou bilkul belive nai karty the jado per but jab islam ko detail se perha nabi (p.b.u.m) per jado ho sakta ha tou hum tou un ke umat hain. ma samjate hou k log ak dosare se hasad karty hain ur ic ke waja se ak dosre k dusman ban jaty hain. ma ak ur baat b kehna chate hou is blog ke wasasat se k jodo karne wala kafir ha ur us k ic amal se us ka us ke bibi se nika toot jata ha, agar orat karty or karwate ha tou us ka b nika apne shor se toot jata ha pher ak dosre k sath rahen tou zina karin gaye. khudara ak dosre se hasad karna chor den ur Allah se mange wo ap her cheese de ga jo ap ka naseeb ha haq ma betar ha. dosroo k naseeb per jalna chor den.
    Allah sub ko khush rakhen ur hadith de. ameen.
    khadija


  28. Anonymous Says:

    ASSALAMO ALAIKUM MERA NAAM ABDUL WAHAB HAI MERA YE MASLA HAI K ME DARTA HUN GHAR SE BAHIR NAHI NIKAL SAKTA OR POLICE SE B DARTA HUN ES LIYE BAHIR NAI JASAKTA GHAR SE AJEEB AJEEB WASWASAY ATAY HAI MUJHE OR MERI TO ZINDAGI QAIZ BAN GAI MEHRABANI HOGI APKI K AP MUJHE KOI WAZEEFA BATAYE ALLAH APKO KAMYAB O KAMRAN KARAY ES DUNIYA ME B OR ES BAD ZINDAGI ME B AMEEN SUMMA AMEEN MERI YAHOO I.D WAHABKHAN777@YAHOO.COM


  29. Anonymous Says:

    i m in trouble and reasons are not known plz tell me how to contact u. my no is .mukhtar_mahar@yahoo.com


  30. Anonymous Says:

    mere father ka name ameer hassan hamere father bar bar ammi ko chorna ka kehta ha ammi ki chgoti choti si baton per naraz ho jate ha mere nani ko gandi gandi gali deta ha wo 5 waqt ki namazi ha ap hamei jaldi se is ka answe r de hum per kisi ne jado to nahi keraya ap dekh ker batae ok


  31. Anonymous Says:

    plzz contact me ye ksi ki zindagi r mout ka masla hy plzz sir contact me sharjeelahmed49@yahoo.com


  32. Anonymous Says:

    ASALAM-ALAI-KUM,SIR PLZZZZZZZZZZZZZZZZZZZ SIR TALK TO ME,IAM IN A BIG PROBLEM,MY FAITH ON GOD IS GETTING WEAK,PLZ HELP ME&TALK TO ME,MY ID IS fprincessangle@yahoo.com plz help me.


  33. Anonymous Says:

    ASSLAM U ALAQIAM

    MUJ KO AK WOMAN SAY LOVE HO GAYA HAI US NAME SURRIYA HAI OUR US KE MOYHER KA NAME ZAREEN HAI OUR MERE NAME SALMAN HAI OUR MERE MOTHER KA NAME RAFIA HAI PLS JALDI KAM KAR DAYAY OK MERE CELL NO 03314239922 HAI .


  34. Anonymous Says:

    ye sach hai aab ye kaam bohat zeyada ho chuka hai par hal kahan????


  35. Anonymous Says:

    Anees ur Rehman
    Asalam o Lekum
    Send me Taveez for unknown bemari at anees052003@yahoo.com
    thanks


  36. Anonymous Says:

    Everyone from east to west is effected with bad things. It look alike among 5 persons 4 are affected and busy in it.

    Allah muslim's ku taqat aur isteqamat ata farmaye aur sahi rah dikhlaye.


  37. Anonymous Says:

    allah kay momin meri guzarish hay k meri aur meri biwi k darmian larai hoti hay khub aur who ab mujh say talak maang rahi hay meray do bachay un bachoon ka wasta mera masla hal karen allah ap ko kush rakhay. HASHIMALI mera naam hay. aur email inam7890@gmail.com hay


  38. Anonymous Says:

    tamam muslim bahio or bahanou allah k wastay namaz parhou 5 waqat ke namaz her parayshani afatblah cat tal dayti hai tou phir kala jadu ke kya okat kala jadu kernay walah ko or kerwanay walay ko allah pa duniya mai he zalil ker daytah hai kuttay ke tarah zindagi guzer baser houti hai ap lou 40 din tak 5 waqat ke namaz ba jamat parhay phir ishallah allah pak k hukm cay tabdeli daikhay


  39. Anonymous Says:

    mera name ali mujhe apni cazan per ilem krwana ha