agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa hamare kohi or dosare kisi be kisam ki help support nahi ha
amel soname
amel_soname@yahoo.com
ajj main apko batao ga ka kala jadu guda kya hota ha or jadugar kesa karta ha or is se hona wala kya kya nooksanat hota ha. kala jadu guda zada tar mard ko nooksan pouchana ya takleef dena k liya kiya jata ha . jadugar ake guda layta ha us per parahe karta ha or naam or walda ka naam likh kar kaber main gar deta ha . jis se yeah hota ha ka admi bemar rehna shoro ho jata ha . phir ake jadu ahsa hota ha ka admi ka naam or walda ka naam us ghuda per likh kar parahe karta ha or us gudda per suiya marta ha to jis ka naam likha hota ha us ko takleef hoti ha or us ko suiya chubti ha . agar larka ki shahdi per bandish karni ho to jadugar us guda per parahe kar ka us ko akela kabar main ghar de ga taka is ki shahdi na ho. agar kisi ko is kisam ka masahil ho to is kala jadu guda ka tor main likh deta ho or alamat bhi.
kala jadu guda ki alamat yeah ha
1 khab main kabrustan deakna bar bar ya kabar deakna
2 khab main guriya ya gudah deakna
3 khab main bohat sare gudiya ya gudah deakna
4 jisam main suiya chubna jisam main kharish machna
5 jisam main lal dana nikalna
6 bechain hona
7 bemar hona
8 rishta nahi ana bar bar reject ho jana
kala jadu guda ka tor yeah ha
1 rozana ghusal kareen
2 her namaz k baad ya Allaho ya rehmano ya raheemo pareen 50 , 50 bar
3 surah falaq surah nas pareen her namaz k baad 50, 50 bar
11 din tak kareen insahlalh jadu toot jahe ga
agar deakha jahe quran e pak main exact kohi bhi surat nahi ha jis main wazah zikar ho kala jadu ka . laken agar app us surat ki tafseer main jahe ga to wo ishe cheez se mansoob hongi .abb main kuch makhsos sourate batata ho jis se wakahe main kala jadu khatam hota ha . is se bare acha results mila ha logo ko
agar kohi shaks chahe ka wo simple jadu ko hatana chata ha to wo her namaz k baad 100 se 300 bar surah bakrah ki aiyat no 102 pareen . bohat he fast kaat hoti ha is se
ake or surat batata ho
agar kohi shaks simple jadu ko hatana chata ha to wo surah nas pareen her namaz k baad 300 dafa is se bhi bare behtareen results milta ha
agar kisi ka upper bandish ho simple to wo surah maryam pareen her namaz k baad 1 dafa 11 din main inshallah bandish khatam ho jahe gee is ka bhi bare behtareen reults milta ha
agar kohi shaks bemar ha to wo surah falaq or surah fatiha pareen her namaz k baad 100, 100 bar 11 din tak inshallah shifa hongi usko or us ki kaat bhi hongi
jesa ka pehla bhi bataya ha. is dafa app logo ka liya naya tareeqa kala jadu hatane ka laya ho. is se kaat bhi jaldy hote ha. or results bhi jaldy milta ha . abb thora victim ko khod bhi andaza lagana pareen ga ka us k upper simple jadu ha ya bohat he sakhat . agar simple jadu ha to jaldy us ki kaat ho jahe gee. agar jadu sakhat ha or kahih tareeqa ka ha to us k liya is amal ka sath sath bhi or amal kaat ka karna pareenga. q k ake he kaat ka tareeqa se sare jadu nahi kaat ta bar hall average kisam ka jadu ki kaat ka bare main likh deta ho.
apna kya karna ha sab se wuzu karleen.
agar app ghousal kareen ga. to yeah yaad rakhe ka ghousal karna se bhi jadu haata ha. bara faida hota ha.
phir apna kya karna ha surah rehman parni ha. or is ko par ka apna upper dam karna ha yeah amal app her namaz k baad kareen. to is se bare speed se kaat hongi. ake taraf ghousal se kaat hongi. or ake taraf surah rehman se to apki zindage kafi assan ho jahe gee. phir deakta rahe ka kitna aram a raha ha koshes kareen 7 din kareen agar 7 din main bhi khatam nahi hota jadu to 21 days tak kareen
jadu ka pata lagana ka main kafi tareeqa bata chuka ho pehla bhi kuch tareeqa or ha yeah bhi batata ho inshallah app log kareya ga ot batahiya ga ka kya result apko mila kesa raha
meri koshes yahe ha ka assan tareeqa likho jis ko app log kar sakeen
Surah yaseen se jadu ka pata lagana ka tareeqa
Wazu Karein: Raat ko sone se pehle taaza wazu karein.phir surah yaseen ki tilawat kareee or.Mubeen Per Rukna: Is surah main 7 martaba Mubeen aata hai Dua Har Mubeen per ruk kar Allah se jadu aur jadugar ko zahir karne ki dua karein.iska Aksar pehli hi raat khwab main jadu ki jagah ya cheez dikh jati hai.
agar 1 din main kam nahi banta to isko 7 din tak kareen yeah amal wo kareen jis per jadu na ho q k zadatar jadugar log amal bandh deta ha victim ka amal kam nahi karta
namak ke pani se jadu ka pata lagana
ake galass lain us main daleen saaf pani or helka sa namak . us par 11 bar pareen aitul kursi . or 11 bar surah fatiha pareen or yeah mareez ko pilahe phir mareez se poucha ka pani ka zaheka kesa ha agar jadu hoga to pani ka zaheka . khatta ya karwa ya ajeeb se ho jahe ga or pani peena ka baad victim ko khasni lag jahe gee ya galah main kuch garber mehsos ho ngii
bojhat se logo ki tabiyat achnak kharab hoti ha. to wo samajh nahi pata k kya ho raha ha unka sath .pehla to main yeah batado ka tabiyat kharbai or bemare indono main kafi farak ha. app dono cheezo ko mix mat kardena. tabiyat kharabi ko sai karna ka assan solution ha. laken bemare ko theek karna main time lagta ha yeah lamba kam ha .
for example jesa tabiyat kharab ho rahe ha betha betha chakkar a rahe ha ya helka sir dard howa. ya kamzoori howi ya jisam main dard howa to yeah sab cheeze tabiyat kharabi main ai gee yani choti moti body se related problems tabiyat kharbai main ai gee
acha agar to natural tabiyat kharab ha. to insan jadly theek ho jahe ga. or agar jadu ki waja se tabiyat kharab ha to phir kafi time laga ga. in dua ka sath sath jadu ka tor bhi karna pareen ga .
bar hall kuch dua ha jo kam karti ha or acha results deti ha wo yeah ha .
1 surah fatiha ko 300 bar pareen or pani per dam kar ka piya or apna upper bhi dam kareen
no 2 yeah hazrate aiyub allai salam ki dua ha
أَنِّي مَسَّنِيَ الضُّرُّ وَأَنْتَ أَرْحَمُ الرَّاحِمِينَ
is ko her namaz k baad 300 bar pareen
no 3 is dua ko bhi rozana 300 bar pareen
اللَّهُمَّ رَبَّ النَّاسِ أَذْهِبِ الْبَأسَ، اشْفِ أَنْتَ الشَّافِي، لاَ شِفَاءَ إِلاَّ شِفَاؤُكَ، شِفَاءً لاَ يُغَادِرُ سَقَمًا
yeah ake ahsa jadu ha ka insan ko kohi kam karna nahi deta ya kar bhi lain kam to wo sust bar jata ha us ka dil nahi karta . wo sochta to rehta ha ka fala fala kam karna ha laken maan he nahi karta ya susti chahe rehti ha uska upper or betha betha bus time zaya hota rehta ha kabhi kabhi ahsa feel hota ha k jesa jisam jaam ho , thakan ho
is kisam ke jadu ki yeah alamaat ha
1 jisam main dard rehna
2 jisam ka jaam rehna
3 hadio main dard rehna
4 dil nahi chana
5 thakan rehna
6 jisam main kamzoori mehsoos karna
7 kohi bhi kam karo to mushkel lagna
8 bohat jaldy mayus ho jana
9 ahsa feel hona ka jisam ko kisi na bandha howa ha
10 bechain rehna
11 bister se uthna ko dil nahi chana
12 sota rehna lambi lambi neend karna
13 bus dil chata ha lata raho or lata lata sare kam ho jahe
is kisam ka jadu ka tor main likh deta ho
apko kya karna ha ka her namaz k baad surah yaseen parni ha. yeah jadu ahsa ha ka apko yaseen parna bhi nahi deng aq k apka upper susti k jadu jo dalah howa ha lakenapna himmat karni ha or yaseen ko parna ha koshes yahe karni ha k her namaz k baad pareen app na is ko karta rehna ha jab taka is ka poora asar khatam naho jahe
quran e pak main bohat se makam per jadu ka bare main bataya ha. ahse bohat se ayat ha jinn main jadu ka zikar ha . acha quran main yeah bataya ha ka jadu ha. bohat detail main nahi bataya ka kala jadu ha. ya nila jadu ha. ya palidi jadu ha. ya safaid jadu ha. bus jadu bataya ha q k tamam kisam ka jadu. jadu he kahlata ha. jesa quran main namaz ka zikar ha. abb ahsa nahi bataya ka fajir ki namaz ya tahajud ki namaz ya eid ka namaz, ya nafil ki namaz bus bataya ha ka namaz qahim karo. main koshes yahe karo ga ka wo aiyateen apko batao ka jin se jadu ka tor hota ha agar sare ayat likho ga to yeah post bohat lambi ho jahe gee. sirf khas khas aiyateen likhdeta ho. jinn ko amel log istemal karta ha kaat karna k liya. jin se behtareen results milta ha. acha apko yeah batado ka her jadu ki kaat alag tareeqa se hoti ha. ake he tareeqa se sare jadu ki kaat nahi hoti. .
aiyateen yeah ha
is aiyat se main ny kafi jadu hataya ha or is se mujha bara behtareen results mila ha
or surah falaq poori