Wednesday, June 24, 2026

kala jadu in kabristan

As salamu allaqum 

meri tahkik kabrustan ka hisab se alag ha  halaka kabrustan ka board per likha hota ha akhri aram gah. laken yeah shaitani log waha per bhi pouch jata ha. abb qabrustan main shayateen hote ha mukhtalif kisam ka. or yeah log unko pakarna or unse kam lena pohach jata ha. is k liya yeah log tarha tarha ka amal amliyat karta ha. taka shaitan in ki madad ko ai. or yeah victim ka upper bejha

hadees se bhi yeah baat samajh ati ha 


Qabristan Namaz ki Jagah Nahi: Aap (S.A.W) ne farmaya: "Puri zameen masjid (namaz ki jagah) hai siwaye qabristan aur gusal-khane (washroom) ke." (Sunan At-Tirmidhi). Ulema farmate hain ke iski ek wajah yeh bhi hai ke yeh shaitan ke asraat ki jagah ho sakti hai 
Gharon ko Qabristan na Banao: Aap (S.A.W) ne farmaya: "Apne gharon ko qabristan na banao (yaani gharon mein namaz aur Quran parho), beshak shaitan us ghar se bhaagta hai jisme Surah Al-Baqarah parhi jaye." (Sahih Muslim). Isse maloom hota hai ke qabristan mein aam taur par woh mahaul nahi hota jo shaitan ko bhagaye.

abb jadugar ko qabrustan se bohat benefit milta ha . qk usko churail milti ha kabrustan main . mare howa logo ka hamzad shaitan milta ha . kabrustan main sifli mokel kuta milta ha . kabrustan main usko sifli mokel naag milta ha .  

kabrustan main jadugar ko khoone peena wala chohay milta ha jis se sakhat jadu hota ha 
kabrustan main jadugar ko navla mila ha jo jadu karna ka liya bohat mufeed hota ha 
kabrustan main chimkadar milti ha jadugar ko jo jadu karna ka liya bohat achi samjhi jati ha 
kabrustan main jadugar ko khoone peena wali zehri chipkaliya milti ha jis se larkio ki shahdi per behtareen bandish hoti ha 
kabrustan main jadugar ko asraati billiya milti ha jinn per jadu kiya jata ha 
kabrustan main jadugar ko bicho milta ha jis se jadugar kisi bhi insan ka karobar band deta ha usko tabah wa barbad kardeta ha . 
kabrustan main be shomar darkhat hota ha jinn per jinnat wa shayateen rehta ha to unse bhi jadugar kam layta ha. 
jadugar kaber ka murdo ko bhi tang karta ha unka upper bhi amal karta ha or unko bhi pareshan karta ha or unko bhi kabu karta ha or bejhta ha victim per 
jadugar kaber main bhi bohat taweez garta ha . or amal amliyat karta ha 


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha

 
dua main yaad rakhiya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com


No comments:

Post a Comment

Popular Posts