Sunday, May 17, 2026

kala jadu hatane ka tarika

 AS salamu allaiqum 

jesa ka pehla bhi bataya ha. is dafa app logo ka liya naya tareeqa kala jadu hatane ka laya ho. is se kaat bhi jaldy hote ha. or results bhi jaldy milta ha . abb thora victim ko khod bhi andaza lagana pareen ga ka us k upper simple jadu ha ya bohat he sakhat . agar simple jadu ha to jaldy us ki kaat ho jahe gee. agar jadu sakhat ha or kahih tareeqa ka ha to us k liya is amal ka sath sath bhi or amal kaat ka karna pareenga. q k ake he kaat ka tareeqa se sare jadu nahi kaat ta bar hall average kisam ka jadu ki kaat ka bare main likh deta ho. 

apna kya karna ha sab se wuzu karleen.

agar app ghousal kareen ga. to yeah yaad rakhe ka ghousal karna se bhi jadu haata ha. bara faida hota ha. 

phir apna kya karna ha surah rehman parni ha. or is ko par ka apna upper dam karna ha yeah amal app her namaz k baad kareen. to is se bare speed se kaat hongi. ake taraf ghousal se kaat hongi. or ake taraf surah rehman se to apki zindage kafi assan ho jahe gee. phir deakta rahe ka kitna aram a raha ha koshes kareen 7 din kareen agar 7 din main bhi khatam nahi hota jadu to 21 days tak kareen 

Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha

 
dua main yaad rakhiya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com

No comments:

Post a Comment

Popular Posts