As salamu allaiqum
bojhat se logo ki tabiyat achnak kharab hoti ha. to wo samajh nahi pata k kya ho raha ha unka sath .pehla to main yeah batado ka tabiyat kharbai or bemare indono main kafi farak ha. app dono cheezo ko mix mat kardena. tabiyat kharabi ko sai karna ka assan solution ha. laken bemare ko theek karna main time lagta ha yeah lamba kam ha .
for example jesa tabiyat kharab ho rahe ha betha betha chakkar a rahe ha ya helka sir dard howa. ya kamzoori howi ya jisam main dard howa to yeah sab cheeze tabiyat kharabi main ai gee yani choti moti body se related problems tabiyat kharbai main ai gee
acha agar to natural tabiyat kharab ha. to insan jadly theek ho jahe ga. or agar jadu ki waja se tabiyat kharab ha to phir kafi time laga ga. in dua ka sath sath jadu ka tor bhi karna pareen ga .
bar hall kuch dua ha jo kam karti ha or acha results deti ha wo yeah ha .
1 surah fatiha ko 300 bar pareen or pani per dam kar ka piya or apna upper bhi dam kareen
no 2 yeah hazrate aiyub allai salam ki dua ha
أَنِّي مَسَّنِيَ الضُّرُّ وَأَنْتَ أَرْحَمُ الرَّاحِمِينَ
is ko her namaz k baad 300 bar pareen
no 3 is dua ko bhi rozana 300 bar pareen
اللَّهُمَّ رَبَّ النَّاسِ أَذْهِبِ الْبَأسَ، اشْفِ أَنْتَ الشَّافِي، لاَ شِفَاءَ إِلاَّ شِفَاؤُكَ، شِفَاءً لاَ يُغَادِرُ سَقَمًا
agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa hamare kohi or dosare kisi be kisam ki help support nahi ha
amel soname
amel_soname@yahoo.com
No comments:
Post a Comment