Sunday, May 10, 2026

Kala jadu kahili ka tor

 As salamu allaiqum 

yeah ake ahsa jadu ha ka insan ko kohi kam karna nahi deta ya kar bhi lain kam to wo sust bar jata ha us ka dil nahi karta . wo sochta to rehta ha ka fala fala kam karna ha laken maan he nahi karta ya susti chahe rehti ha uska upper or betha betha bus time zaya hota rehta ha kabhi kabhi ahsa feel hota ha k jesa jisam jaam ho , thakan ho 

is kisam ke jadu ki yeah alamaat ha 

1 jisam main dard rehna 

2 jisam ka jaam rehna

3 hadio main dard rehna

4 dil nahi chana 

5 thakan rehna

6 jisam main kamzoori mehsoos karna 

7 kohi bhi kam karo to mushkel lagna

8 bohat jaldy mayus ho jana

9 ahsa feel hona ka jisam ko kisi na bandha howa ha 

10 bechain rehna 

11 bister se uthna ko dil nahi chana

12 sota rehna lambi lambi  neend karna 

13 bus dil chata ha lata raho or lata lata sare kam ho jahe 

is kisam ka jadu ka tor main likh deta ho 

apko kya karna ha ka her namaz k baad surah yaseen parni ha. yeah jadu ahsa ha ka apko yaseen parna bhi nahi deng aq k apka upper susti k  jadu jo dalah howa ha lakenapna himmat karni ha or yaseen ko parna ha koshes yahe karni ha k her namaz k baad pareen app na is ko karta rehna ha jab taka is ka poora asar khatam naho jahe 


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha
 
dua main yaad rakhiya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com


No comments:

Post a Comment

Popular Posts