Tuesday, April 28, 2026

kala jadu pata karne ka tarika


As salamu allaiqum

 Kala jadu  ka pata karne ke bohat se tareeqa ha . abb yeah apka upper ha ka apko kesa pata karna ha .

wesa kala jadu pata karne ka 3 tarika ha 

no ake kisi professional amel kamil se help lay or wo apko proper check kar k bata de k apka sath kya masla ha 

no 2 . main ny jo kala jadu ki alamateen or pehchan batahe ha usko parleen k wo apka sath match ho rahe ha ya nahi 

no 3 kuch tareeqa ha jo insan khod se kar sakta ha jis se idea ho jata ha ka us ka sath kala jadu ka masla ha ya nahi 

yaha per main no 3 wala tarika likh raha ho k app khod se kar sakteen ha 

no 1 apna kya karna ha ka jis per jadu ya jinnat ka asar ho to apna azan ki recording jo khana kaba main di jati ha us ko play kareen mareez ka samna . bus doran e recording mareez ko bechani shoro ho jahe gee. us ko ghussa ana shoro ho jahe ga wo chirna shoro ho jahe ga or bhaga ga azan ki awaz sun ka 

no 2 Ghar mein surah baqarah ki tilawat chalaein imam e kaba ki awaz main . Agar tilawat ke doran ghar ke kisi fard ko sakht bechaini, rona, ya ulti mehsoos ho, to ye jadu ki nishani ho sakti hai.. 

no 3 Ek glass pani par Ayatul Kursi, Charo Qul aur Surah Fatiha parh kar dam karein aur mareez ko pilayein. Agar pani ka zaiqa sakht karwa ya ajeeb mehsoos ho, to ye asraat ki alamat ho sakti hai. ya kabhi kabhi ahsa hota ha ka pani peeta waquat khansi ati ha , hichki lagti ha .

no 4 aggarbatti lain or us ka upper surah falaq , surah nas , or aiytul kursi yeah sab 100 bar pareen or aggarbati per dam karden or jalahe . sab bando ko room main betha den jis ki tabiyat kharba ho aggarbatii se . chakkar ai . demage ghoom jahe sir dard ho . chikeen or nazla ana shoro ho jahe  to samajh lain jadu ka shikar ha 

no 5 nibo lain or apna jisam per acha se mal lain or us per surah falaq , surah nas, or aiytul kursi par kar dam kareen or phir is ko agg main jalahe . agar nibo jalta howa ake dam se agg se bahir ajai or poora nahi jalay to jadu or jinnat ka asar ha agar poora aram se jal jahe to phir jadu or jinnat ka asar nahi ha 

 

Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha
 
dua main yaad rakhiya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com


No comments:

Post a Comment

Popular Posts