As salamu allaiqum
kuch logo ka sawal yeah hota ha ka jadu ki nishani body main kya hoti ha us ka bare main batahe. to theek ha main apna tajurba ka hisab se app logo ko batata ho ka kya kya hoti ha . acha her jadu ki alag nishani hoti ha body main jesa jadugar jadu kareen ga wesa he effect ai ha body main. laken main yaha per regular jadu jo hota ha us ka bare main batata ho
1 sir main dard rehna
2 sir ka bhari ho jana
3 sir main dana nikalna
4 sir ka garam rehna
5 baloon ka bari taze se girna . jadu sakhat hoga to phir ganja pan bhi ho jata ha
6 ankho main dard hona ankhe lal hona ankho main jalan machna
7 ankho ka nicha helka ajana ankhe nicha se helki helki suj jana
8 face kala ho jana ya manhos ho jana
9 danto main dard hona ya danto main tease uthna
10 mu se badbu ana ajeeb se
11 galah main dard hona
12 bar bar khansi ana
13 zaban ka larkharana. quran pak parta howa talafoz theek nahi nikalna
14 sans ka phoolna ahsa lagta ha jesa dam ghout raha ho
15 kano main shoor machna ajeeb se
16 dil ki darkan achanak tazz ho jana
17 ghabrahat hona
18 shoulder bhari ho jana or ahsa lagna ka shoulder wazni ha jesa kisi na wazan rakha howa ho
19 jisam ka apna app parakna rango ka kichna
20 liver main pain hona , stomach main pain hona
21 pet main dard hona motion lag jana
22 kamar ka jakar jana or gurdu ki side per dard hona
23 pet ka phool jana pet ka tight ho jana
24 jisam main dard hona jisam ka kamzoor o jana
25 tango main dard rehna . tango ka kichna
26 jisam main kharish machna . jadu sakhat hoga to jisam per dana nikal ai ga bazz okat lal rang ka dana nikal atah ha
27 hadio main dard hona or joro main dard hona
28 jisam ka kamzoor ho jana susut per jana
29 kam karna ko dil nahi chana
30 bar bar ulti jaisi kafiyat hona
31 need nahi ana or agar jadugar na sulana ka jadu kiya ha to phir bohat bohat zada neend ana
32 jisam main suiya chubna
33 nazar ka kamzoor hojana
34 voice kharab ho jana awaz theek se nahi nikalna
35 poti kali ana or galeez galeez pad ana
36 chikeen bar bar ana or zada ana
37 bar bar nazla zukam hona
38 pao ki arey main dard rehna
39 chest ka kharab hona or cough bar bar hona
40 agar jadu zada hoga to bawaseer ho jati ha or nicha jalan hoti ha
41 hadio main dard rehna hadio ka kamzoor ho jana
42 jaldy budah ho jana . agar jadugar na ahsa jadu kiya ha to insan jawani main he buddah ho jata ha uski sare taquat khatam ho jati ha
43 ahsab kamzoor ho jana jisam ka
44 body ka latak jana yani jo tight hoti ha skin wo lose hona shoro ho jati ha ghoust bhi latakna shoro ho jata ha
45 garden main dard hona garden ka akat ajana
46 kamar ka mohro main dard hona
47 face per dana nikalna
48 yadasht ka kamzoor ho jana . bar bar cheeze rakh kar bhool jana
main ny jo yeah alamateen likhi ha. yeah bohat soch samajh kar likhi ha. yeah wo nishani ha jadu ki jo victims ki body main hoti ha. zaroori nahi ha ka ake he victim main yeah sare nishani zahir ho. yeah bohat sare jo jadu hota ha body per jinn ka asar atah ha victims ka upper wo likh deya ha . in main se kuch kuch he ati ha nishani her alag victim per
agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa hamare kohi or dosare kisi be kisam ki help support nahi ha
amel soname
amel_soname@yahoo.com
Tags: jadu ka asar ki nishani, jadu ki nishani in islam, jadu ki nishani in urdu, kaly jadu ki nishani, jadu hone ki nishani, kale jadu ki nishani in islam, kala jadu ki nishani in urdu, kale jadu ki kya nishani hai, jadu karne wale ki nishani, kala jadu hone ki nishani, sifli jadu ki nishani, jadu tona ki nishani
No comments:
Post a Comment