ajj main app logo ko batao ga ka jab ghar per jadu hota ha jis kisi ka bhi to kya kya alamat zahir hoti ha .wesa to abb jadugaro na apna app ko bohat zada update karliya ha or abb kahih kahih kisam ka jadu hota ha laken jo zadatar jadu gharo per kiya jata ha unka bare main likh deta ho. yeah jadu wo ha jo main ny apna experiance main deakha ha
ghar main jadu ki alamat
1 ghar main khone ka chinti deakna ya to devar per zahir honga ya zameen per
2 ghar main ghoust ka tokra deakna. yeah chota size ka bhi ho sakta ha or bara size ka bhi ya chichra bhi ho sakta ha
3 ghar ki chat per ya ghar ka ass pass ullu deakna or bar bar ana
4 ghar main se black colour ka keera nikalna
5 ghar main ajeeb se smell ana zadatar badbu hoti ha kabhi gater ki . kabhi pakhana ki , kabhi pishab ki . kabhi jalna ki .
6 ghar main cheeze bar bar kharab hona. applinces zada kharab hoti ha
7 ghar main udasi ana . sara log ghar ka udas he rehta ha
8 ghar ki chat per raat 12 baja kisi ka bhagna . ya chalna ki awaz ana .
9 ghar main kohi apko apka naam se awaz de jab app ghoor karo to kohi bhi nahi hota
10 ghar main ahsa feel karna jesa kohi apko deak raha ha chupka se
11 ghar main app jab chaloon to ahsa mahsos karna ka kohi apka picha kar raha ha jab picha mur ka deakho to kohi nahi hota
12 ghar main se rona ki awaz ana
13 ghar ka darwaya or kirkiya khod ba khod band hona ya khul jana
14 ghar ki chat per hadio ka girna ya pari howi milna
15 ghar ki chat per ya sehan main sabziya , fruit , pari hona
16 ghar ki chat per ya ghar main phatro ka girna
17 bar bar short circut ho jana
18 ghar ki chat ya sehan per taweez pare milna
19 ghar main se aksar kabrustan ki badbu ana
20 ghar main jo khana banda ha us ka bar bar sar jana
21 ghar main kala rang ka ya safaid colour ka shadow ka ghoomta howa nazar ana
22 ghar main andera ho jana yani ghar ki ronak khatam ho jana
23 ghar main bar bar nooksan hona nooksan ka bar jana
wesa to ghar mein jadu ki bohat alamateen hoti ha main ny khas khas likh di ha apna tajorba ki bonyad per
agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa hamare kohi or dosare kisi be kisam ki help support nahi ha
amel soname
amel_soname@yahoo.com
No comments:
Post a Comment