Thursday, May 7, 2026

jadu ki alamat in body

 
As salamu allaiqum 

jesa ka main kahih bar bata chuka ho ka jesa jadu hoga wesa he us ki alamat hoti ha . yani ka jadugar victim k upper jis type ka jadu kareen ga us ka upper uski weshe alamat ai gee . yaha per main comman jo jadu hota ha un jadu ki alamat body main jo hoti ha us ka bare main likh raha ho yaad rahe ka zaroori nahi ha ka ake he victim ka jisam per yeah sare alamateen ho . 

jadu ki alamat in body yeah ha 

1 sir main dard rehna . kabhi adah sir main dard hota ha kabhi poore sir main . kabhi sir main picha se agah ki taraf dard atah ha. 

2 sir main dana nikalna 

3 face per dana nikalna face ka badsourate ho jana 

4 face ka kala ya lal ho jana 

4 ghouse bohat ana . blood pressure high ho jana 

5 dil ka ghabrana or heart beat tezz ho jana 

6 heart main dard rehna 

7 jisam ka bhari ho jana . shoulder bhari zada hota ha is main 

8 din ba din kamzoor hona kamzoori ka barna

9 kamar main dard rehna or kamar ka nicha ka hisa kichna jesa kisi na jakra howa ho 

10 bhook bohat zada lagna . 

11 khana khata waquat khana ka zaika badel jana ajeeb se badbu ana 

12  Gardan ke piche ki ragon (veins) mein sakhti aur khichao mehsoos hona jo massage ya dawa se theek na ho

13 neend nahi ana belkul lait night main ja kar neend ati ha 

14 sote howa jhatka lagna khas kar ghutna ka passs ya nicha pao per

15 hath or pao ka sun ho jana . khas kar hath motorcyle chalata howa zada sun hota ha 

16 baloon ka tazi se safaid hona 

17 nazro ka taze se kamzoor hona 

18 dato main dard hona 

19 jisam per sui chubna 

20 jisam main kharish machna 

21 jisam per nishan ana . jesa ka blue rang k ho ya dark brown rnag ka ho 

22 pet main dard rehna 

23 Gusse ki halat mein pure jism mein larza tari ho jana

24 Bina kisi thand ya dar ke, jism ke kisi ek hisse maslan ek taang ya ankh ka musalsal pharakna ya kanpna.

25 Ghar aate hi tabiyat kharab hona: Jab tak aap bahar hotay hain, tabiyat theek rehti hai, lekin jaise hi ghar mein dakhil hote hain, sar dard, chirchirapan aur be-chaini shuru ho jati hai.

26 Bina kisi bemari ya neend ki kami ke, ankhon ke gird gehre siyah halkay dark circles par jana

27 Raat ko sote waqt paon ke talwon soles mein shadeed jalan mehsoos hona, jaise wahan aag rakhi ho

28 Aisa mehsoos hona ke khaal  ke neeche koi cheez reng  rahi hai ya koi keera chal raha hai.

29 Baaz auqat baat karte karte achanak zaban atak jana ya alfaaz ka galat nikalna, jabke dimagee tor par aap theek hon  yeah namaz parta howa or quran parta howa zada hota ha 

30 Kanon mein musalsal ajeeb si awazein ya saaye ki tarah kisi ki sarsarahat sunayi dena.

31 jisam main dard rehna , joro main dard hona hadio main dard hona 


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha
 
dua main yaad rakhiya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com


Wednesday, May 6, 2026

ande se jadu ka tod

 
As salamu allaiqum 

bohat se logo na sawal kiya tha ande se jadu ka tod ka batahe to ajj us ka bare main batata ho . ande se bhi jadu ka tod hota ha or bara kamyab ha ande ka tor. ande main yeah khasiyat ha ka yeah jadu or jinnat ko bare jaldy apna under absorve karta ha or victim k upper se balahiyat bare jaldy haat jati ha is ko karna assan ha kohi mushkel nahi ha 

pehla tareeqa ande se jadu ko hatana ka 

mareez ko 4 qul . aitul kursi ani chahiya 

anda lain saaf soutra ho beat na lagi ho us ko mareez apna upper se utare clockwise or 4ro qul parta rahe phir aitul kursi bhi parleen yani ka 7 baar utare 4 qul or aitul kursi par ka or kisi ahse jaga per rakhde ka janwer isko khaleen , jesa ka kawa wegara 

dosara tareeqa yeah ha ka 

ande ko victim apna jisam per maleen achi tarha. dehan rakhe ka anda phoot na jahe or 4 qul or aitul kursi parta rahe or phir is ko kahih door dal ka ajai . bazz log is ko kabrustan bhi dal kar atah ha laken itni door jana ki zaroorate nahi ha q k waha ka log ulta ilzam laga den ga ka jadu kar raha ha to better yahe honga ja agse jaga rakhe jaha per jangli janwer is ko khaleen 


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha
 
dua main yaad rakhiya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com


Tuesday, May 5, 2026

jadu ka ilaj quran se

As salamu allaiqum 

jesa ka main pehla bhi bata chuka ho ka her jadu ki kaat ka alag tareeqa hota ha  jadugar na apna app ko bohat upgrade karliya ha wo victim ka her amal ka tor karte ha . jadugar ahsa is liya karta ha ka unki mehnaat zaya na ho . matlab unka jadu mosal sal chalta rahe . agar jadugar ghu kha kar , ya pishab pee kar ya apna upper napaki ya palidi amal kareen to us ka alag tareeqa honga yaha per main simple jadu ko ilaj quran se bata raha ho yeah wo jadu ha to normal hota ha . agar apka picha bangali jadugar laga howa ha ya kohi sifli amel laga howa ha . ya paliti amel laga howa ha to case mushkel ha apka phir bohat he tawwajo ka sath deak kar apko uski kaat karni hongi 

ilaj yeah ha 

ake dua bata raha ho jo bohat achi ha bohat kam karti ha is ka bare behtareen results mila ha app log bhi try karna or phir mujha batana ka apko kitna faida howa 

quran pak ki surah al ambiya verse no 87 ha isko hazrate yunus allai salam ki dua bhi kaha jata ha bari he kamal ki dua ha 

La ilaha illa anta subhanaka inni kuntu minaz-zalimin

لَّآ إِلَٰهَ إِلَّآ أَنتَ سُبْحَٰنَكَ إِنِّى كُنتُ مِنَ ٱلظَّٰلِمِينَ

yeah dua parni ha her namaz k baad 300 dafa

yani 5 time namaz k baad parni ha 3 din ka under jadu ka asar kam ho jahe ga apko 3 din main he bare acha result mila ga or ha is ko 21 din ya 40 din tak kareen jab tak masla hall nahi ho jata 


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha
 
dua main yaad rakhiya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com


Sunday, May 3, 2026

Kala jadu flu treatment

 AS salamu allaiqum

yeah jadugaro ka ake bara khas maksos jadu ha . jab jadugaro ko victim ko kisi bhi kam karna se rookna hota ha ya bandish karni hoti ha tab wo yeah khas tour per attack karta ha is se victim ka 2 se 3 din aram se kharab ho jata ha or wo ishe flu ka chakkar main phasa rehta ha . achnak se attack parta ha or sab se pehla chikeen ana shoro ho jati ha. pehla ake chik ati ha . phir us ka sath sath bohat sare ake he waquat main chikeen ana shoro ho jati ha or phir chiko ka sath nazla chaloon hona shoro ho jata ha . chikeen or nazla mosal sal laga rehta ha or kabhi kabhi 3 se 4 din tak 

Kala jadu flu symptoms

1 ake dam nak main bechani shoro hona 

2 ankhe lal or sir ka bhari hona ya dard hona 

3 bela waja chikeeen ana 

4 constant chikeen atah rehna or kabhi kabhi bohat taquat ka sath bari bari chikeen ati ha 

5 nak main kharish machna 

6 sans ka mushkel se ana 

7 flu ka chaloon rehna pani ki tarha 2 se 3 din tak 

8 sir ka ghoomna chakkar se ana 

iska ilaj ka amal yeah ha 

1 surah fatiha Flu aur bukhar ki surat mein 3 ya 7 martaba parh kar pani par dam karke piyein.

2 Nazla aur zukam ki shiddat kam karne ke liye surah kosar 7 martaba parh kar dam kar k piyein

3 surah nas ko 100 dafa pareen or apna upper dam kareen yeah kam apna her namaz k baad karna ha jab tak flu band na ho jahe tab tak 


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha
 
dua main yaad rakhiya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com


Thursday, April 30, 2026

kala ilm kya hota hai

As salamu allaiqum 

kala ilm ake poorana qadeemi ilm ha . is ko english main log black magic bhi boolta ha or urdu or hindi main is ko siya jadu bhi kaha jata ha. kala ilm main taqavat ver kuwatoo ko kabu kiya jata ha or un se tarha tarha se kam liya jata ha . kala ilm main zadatar kam jo ha wo nooksan pouchana ka or shar ka kiya jata ha kala ilm raat ki tariki main kiya jata ha or andera main kiya jata ha. amal karna wala jitna zada andera main rahe ga uska kala ilm otna he taqatver honga .Kala ilm woh amal ya ilm hai jis mein shaitani quwwaton, jinat, ya manfi taqaton ki madad li jati hai. Is ka bunyadi maqsad aksar kisi se badla lena, hasad ki wajah se kisi ka nuqsan karna, ya na-jaiz tareeqay se apne maqasid hasil karna hota hai.

  1. Log kala ilm mukhtalif manfi maqasid ke liye karwatay hain, jin mein shamil hain:
  2. Bemari aur Takleef: Kisi ko jismani ya zehni tor par bemar kar dena.
  3. Karobari Bandish: Chaltay hue karobar ko rok dena ya nuqsan puhanchana.
  4. Rishton mein Daraar: Miya-biwi ya doston ke darmiyan na-itfaqi aur judai paida karna.
  5. Khof aur Dehshat: Kisi ke dil mein her waqt khof bitha dena ya usay wehmon ka shikar karna.

Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha
 
dua main yaad rakhiya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com


Wednesday, April 29, 2026

jadu karne wale ki pehchan

 As salamu allaiqum 

main apko apna tajurba ki bonyad per batata ho jadugar2 tareeqa ka hota ha ake to zahire jo logo main mashoro hota ha ake hota ha batani jo chupa howa hota ha jis ka pata nahi hota  dono ka bare main batao ga ka unki kya pehchan ha 

zahire or batani dono  jadugar ki pehchan

1 jadugar namaz nahi parta belkul bhi nahi parta na he eid ki na he jumma ki app in ko masjid main nahi deakho ga 

2 yeah napak rehta ha .Wo aksar ghalazat aur napaki ki halat mein rehte hain kyunke jinnat aur shaitani quwwaten napaki mein ziada asar dikhati hain.

3 quran pak ki behurmati (Nauzubillah) Wo shaitaan ko khush karne ke liye Quran ki ayato ko ulta likhte hain ya unki be-hurmati karte hain

4 jadugar istemal shuda kapre mangwata ha jadu karna ka liya 

5 jadugar baal or nakhun magwata ha jis ka upper jadu karna ho 

6 jadugar kabrustano main ghoom rahe hota ha amal karna k liya 

7 jadugar insan ki hadio mangata ha us per jadu karna kl iya 

8 jadugar kabar ki matti mangwata ha us per jadu karna k liya 

9 yeah log kala bakra ki bali deta ha shaitan ko kush karna k liya 

10 yeah log ullu ko zibah karta ha or us ka khone se taweez likhta ha 

11 yeah log jab taweez likhta ha to us per shaitani shakal or shaitano ka naam likhta ha or unhe se madad mangta ha

12 yeah log kabar per beth kar parahiya karta ha 

13 yeah log ghoust ka upper parahe kar ka jadu karta ha 

14 yeah log tasveer mangwata ha or us per shaitani tilsam taweez bana kar zameen main ya kabar main gardeta ha 

15 in ka hath main ajeeb tasbih hoti ha jis per shatn ki shakel bani howi hoti ha ya shaitani namo wali tasbih per parahe karta ha 

16 yeah mu he mu main ajeeb ajeeb parahe karta ha 

17 yeah mantar jantar kala tanter ka isteml karta ha 

18 yeah log andera main rehna passand karta ha ya jab in ko parahe karni hoti ha to yeah andera main rehta ha or udhar he parahe karta ha 

19 yeah log putloon k upper parahe karta ha 

20 yeah log bohat ghamandi hoti ha bohat akar hoti ha in ka under garoor se bhare hota ha

21 yeah log darta nahi ha ankho main ankhe dal kar ghussa se baat karta ha 

22 in ka mu se yeah alfaz nikalta ha mera kata pani na manga . tun ko mujh se mafi mangni pareen gee tum ko ana pareen ga mera kadmo main . 

23 yeah log sui k upper parahe karta ha 

24 yeah log nalah per beth kar parahi karta ha 

25 yeah log bathroom main ghantoo beth kar parahe karta ha

26 yeah log agg jala kar parahe karta ha 

27 yeah log khula maidan main parahe karta ha 

28 yeah log poorani havali ya veerana makan main parahe karta ha 

28 yeah log kachra ka dhair per parahe karta ha

29 yeah log anda or nibo per suiya mar ka parahe karta ha

30 yeah log haiz ka khone per parahiya karta ha 

31 jab yeah log amal karta ha to us time yeah log kala kapre pehen layta ha 

32 in ka pass se ajeeb gandi badbo ati rehti ha 

33 yeah log achanak ghussa main ah jata ha jaisa kisi na ghussa dila deya ho 

34 yeah log zameen per lakhir kichta rehta ha or parahe karta rehta ha 

35 yeah log murda ghoust khata ha 


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha
 
dua main yaad rakhiya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com


Tuesday, April 28, 2026

kala jadu pata karne ka tarika


As salamu allaiqum

 Kala jadu  ka pata karne ke bohat se tareeqa ha . abb yeah apka upper ha ka apko kesa pata karna ha .

wesa kala jadu pata karne ka 3 tarika ha 

no ake kisi professional amel kamil se help lay or wo apko proper check kar k bata de k apka sath kya masla ha 

no 2 . main ny jo kala jadu ki alamateen or pehchan batahe ha usko parleen k wo apka sath match ho rahe ha ya nahi 

no 3 kuch tareeqa ha jo insan khod se kar sakta ha jis se idea ho jata ha ka us ka sath kala jadu ka masla ha ya nahi 

yaha per main no 3 wala tarika likh raha ho k app khod se kar sakteen ha 

no 1 apna kya karna ha ka jis per jadu ya jinnat ka asar ho to apna azan ki recording jo khana kaba main di jati ha us ko play kareen mareez ka samna . bus doran e recording mareez ko bechani shoro ho jahe gee. us ko ghussa ana shoro ho jahe ga wo chirna shoro ho jahe ga or bhaga ga azan ki awaz sun ka 

no 2 Ghar mein surah baqarah ki tilawat chalaein imam e kaba ki awaz main . Agar tilawat ke doran ghar ke kisi fard ko sakht bechaini, rona, ya ulti mehsoos ho, to ye jadu ki nishani ho sakti hai.. 

no 3 Ek glass pani par Ayatul Kursi, Charo Qul aur Surah Fatiha parh kar dam karein aur mareez ko pilayein. Agar pani ka zaiqa sakht karwa ya ajeeb mehsoos ho, to ye asraat ki alamat ho sakti hai. ya kabhi kabhi ahsa hota ha ka pani peeta waquat khansi ati ha , hichki lagti ha .

no 4 aggarbatti lain or us ka upper surah falaq , surah nas , or aiytul kursi yeah sab 100 bar pareen or aggarbati per dam karden or jalahe . sab bando ko room main betha den jis ki tabiyat kharba ho aggarbatii se . chakkar ai . demage ghoom jahe sir dard ho . chikeen or nazla ana shoro ho jahe  to samajh lain jadu ka shikar ha 

no 5 nibo lain or apna jisam per acha se mal lain or us per surah falaq , surah nas, or aiytul kursi par kar dam kareen or phir is ko agg main jalahe . agar nibo jalta howa ake dam se agg se bahir ajai or poora nahi jalay to jadu or jinnat ka asar ha agar poora aram se jal jahe to phir jadu or jinnat ka asar nahi ha 

 

Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha
 
dua main yaad rakhiya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com


Monday, April 27, 2026

Jadu ki nishani in body


As salamu allaiqum

kuch logo ka sawal yeah hota ha ka jadu ki nishani body main kya hoti ha us ka bare main batahe. to theek ha main apna tajurba ka hisab se app logo ko batata ho ka kya kya hoti ha . acha her jadu ki alag nishani hoti ha body main jesa jadugar jadu kareen ga wesa he effect ai ha body main. laken main yaha per regular jadu jo hota ha us ka bare main batata ho 

1 sir main dard rehna 

2 sir ka bhari ho jana 

3 sir main dana nikalna 

4 sir ka garam rehna

5 baloon ka bari taze se girna . jadu sakhat hoga to phir ganja pan bhi ho jata ha 

6 ankho main dard hona ankhe lal hona ankho main jalan machna 

7 ankho ka nicha helka ajana ankhe nicha se helki helki suj jana 

8 face kala ho jana ya manhos ho jana 

9 danto main dard hona ya danto main tease uthna 

10 mu se badbu ana ajeeb se

11 galah main dard hona 

12 bar bar khansi ana 

13 zaban ka larkharana. quran pak parta howa talafoz theek nahi nikalna 

14 sans ka phoolna ahsa lagta ha jesa dam ghout raha ho 

15 kano main shoor machna ajeeb se 

16 dil ki darkan achanak tazz ho jana 

17 ghabrahat hona 

18 shoulder bhari ho jana or ahsa lagna ka shoulder wazni ha jesa kisi na wazan rakha howa ho 

19 jisam ka apna app parakna rango ka kichna 

20 liver main pain hona , stomach main pain hona 

21 pet main dard hona motion lag jana 

22 kamar ka jakar jana or gurdu ki side per dard hona 

23 pet ka phool jana pet ka tight ho jana 

24 jisam main dard hona jisam ka kamzoor o jana 

25 tango main dard rehna . tango ka kichna 

26 jisam main kharish machna . jadu sakhat hoga to jisam per dana nikal ai ga bazz okat lal rang ka dana nikal atah ha 

27 hadio main dard hona or joro main dard hona 

28 jisam ka kamzoor ho jana susut per jana

29 kam karna ko dil nahi chana

30 bar bar ulti jaisi kafiyat hona

31 need nahi ana or agar jadugar na sulana ka jadu kiya ha to phir bohat bohat zada neend ana 

32 jisam main suiya chubna 

33 nazar ka kamzoor hojana 

34 voice kharab ho jana awaz theek se nahi nikalna 

35 poti kali ana or galeez galeez pad ana 

36 chikeen bar bar ana or zada ana

37 bar bar nazla zukam hona 

38 pao ki arey main dard rehna 

39 chest ka kharab hona or cough bar bar hona 

40 agar jadu zada hoga to bawaseer ho jati ha or nicha jalan hoti ha 

41 hadio main dard rehna hadio ka kamzoor ho jana

42 jaldy budah ho jana . agar jadugar na ahsa jadu kiya ha to insan jawani main he buddah ho jata ha uski sare taquat khatam ho jati ha 

43 ahsab kamzoor ho jana jisam ka 

44 body ka latak jana yani jo tight hoti ha skin wo lose hona shoro ho jati ha ghoust bhi latakna  shoro ho jata ha 

45 garden main dard hona garden ka akat ajana

46 kamar ka mohro main dard hona 

47 face per dana nikalna 

48 yadasht ka kamzoor ho jana . bar bar cheeze rakh kar bhool jana 

main ny jo yeah alamateen likhi ha. yeah bohat soch samajh kar likhi ha. yeah wo nishani ha jadu ki jo victims ki body main hoti ha. zaroori nahi ha ka ake he victim main yeah sare nishani zahir ho. yeah bohat sare jo jadu hota ha body per jinn ka asar atah ha victims ka upper wo likh deya ha . in main se kuch kuch he ati ha nishani her alag victim per 


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha
 
dua main yaad rakhiya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com



Popular Posts