Showing posts with label jadoo. Show all posts
Showing posts with label jadoo. Show all posts

Monday, November 16, 2009

JADOGAR AUR JINNAT KA DARMAYAN TAH PANA WALA AGREMENT


As salamu allaiqum

jadugar Amel or shaitan jinnat ka darmayan ake mohada hota ha us main bohat see bateen jadugar ko mani parti ha is ka begar jadugar kamyab nahi ho sakta  . jadogar aur shaytan ka darmayan  jo  agreement hota hai jis ka motabiq jadogar ko kuch kofreya kam karna hota hai taka shaytan us ki madat kareen yeah kam wo chup chup ka karta hai logo ki nazro se is ka baadlay main shaytan ko jadogar ki khidmat karni partee hai ya kuch khidmat gar moheya karna hote hai kio k jis shaytan ka sath jadogar ka mohaheda hota hai wo jino aur shaytano k kisi ake kabela ka sardar hota hai chonacha wo apna kabela ka kisi bewakuf ko ahkam jare karta hai ka wo is jadogar ka sath deen aur is ki her baat tasleem kareen wo wakayat ki khaber lana ka kaeh ya do logo ka darmayan jodahe dalna ko kahe ya in main muhabat pada karna ka hukum deen ya khawand ko bewi se alag karna ka order jare karde is tarah jadogar is jin ko apni pasand ka bore kamo ka liya istamal karta hai ager jin is ki na fermani kareen to jadogar is ka kabela ka sardar se rabta karta hai aur is jin ki shekayat sardar se lagata hai sardar is jin ko saza deta hai aur is jadogar ki khidmat ka liya apna khidmat gar moheya karta hai yahe waja hai ka jadogar ki khidmat ka liya jin moheya hota hai jo is ki khidmat karte hai in jinnat aur jadogar main bht nafrate hotee hai yeah jin khod jadogar ka ghar walo ko pareshan rakhta hai aur jadogar hamesha sir darad aur be khowabe ka shekar rehta hai aur raat ka waquat is per gabrahate tare hote rehtee hai belka gatiya kisam ka jadogar tu olad se mehroom be ho jatee hai kio ka in ka khidmat gar jin in ki olado ko in ki mah ka pet main he mardeta hai aur yeah baat khod jadogar achi tarah jantee hai aur kahe jadogar to sirf is liya jado ka pesha chor deta hai taka in ko olad ki nemat ata ho


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha

 
dua main yaad rakhiya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





JADOGAR KO PACHAN NY KI NESHANIYA


as salamu allaiqum

main ny jo jadugaro k undeer jo common cheeze note ki ha wo yaha per likh raha ho taka logo ko andaza ho jadugar ka bare main .
jadogar ko pachan na ki kafe neshaniya hai jin main se kuch batata ho app logo ko
jadogar bohat aker kar chalta hai
jadogar apna app ko sab se bar kar samjhta hai ka mujh se bara kohi nahi
jadogar apna app ko yeah samjhta hai ka mera mokabala ka kohi be nahi main he sab se bara ho
jadogar akser is tarah ka alfaz boolte hai ka mera kata pani na manga , main jis jaga se gozar jao wo jaga banjer ho jate hai , jis khat se ghuzar jao fasal ujar jate hai , jis tarah sanp ka dasa se banda nahi bach sakta is tarah mera dasa se banda nahi bacha sakta , main pet picha var karta ho mu per nahi karta , mera war kabe khali nahi jata , main jis ka picha lag jao wo mujh se pana mangta hai , tum ko mujh se mafe mang ni hoge , tum ko mera paro main ana pare ga , tumare kamahe molve mola or hakim khahe gay
ager kohi shaks jadogar ko allah ki bateen sunahe or us ko allah ka azab se darahe to wo haasta hai or kehta hai allah wegara kuch nahi hota
jadogar allah ka nam or quran se nafrate karta hai
ahsa shaks jo ghu ya peshab khata ho chup chup kar
jadogar janver ko begar bismillah pare zebah kardeta hai
jadogar logo per apna ghosa bohat zahir karta hai
jadogar ki ankhe lal rehtee hai
jadogar bachan rehta hai
jadogar paso ka kuta hota hai paso ka dewana hota hai bohat he lalchi hota hai
jadogar sharab peta hai
jadogar orto ko bare ghoor ghoor kar deakta hai or un ka sharamgaho per apni nazar jamata hai or jadogar orto se sex ki bohat khowahish rakhta hai
ager jadogar kisi shaks se baat kareen or us bande ka sir ka uper deakha or nazre ghooma ghooma kar ishare se ankhe helahe or deak na wala shaks foron samjh jahe ka yeah jinnato ko hukum deen raha hai or is shaks se ahinda kinara kashe ikhtayaar kareen
jadogar napak rehta hai
jadogar roze nahi rakhta
jadogar kufreya manter perta hai
jadogar kisi be shaks se us ki mah ka nam pouchta hai bahana bana bana kar taka baad main wo jado kar sake assani se
jadogar kabe kohi janwer talabkarta hai or us ka khone mareez ka jisam main lagata hai
jadogar jab kisi mareez ka elajh karta hai to us ko hukum deta hai ka kuch dino ka liya kisi ahsa kamra main chala jao jaha per sorajh ki rooshni na ate ho yeah wo is liya karta hai q ka jadogar raat ki tareki main jado karta hai or jado andara main kam karta hai rooshni main jado ka asar kam ho jata hai or jado toot jata hai akser suraj ki rooshni jado ka asar ko toor date hai q k andera ko ujala kha jata hai
jadogar mareez se is baat per amal karna ka liya kehta hai ka kuch dino ka liya pani ko hath na lagahe or yeah alamat is baat ki hai ka yeah jadogar jsi jin se madat le raha hai wo isahe hai
jadogar log akser kabrustan main ata jata rehta hai
jadogar new morde ki kaber per bare shok se jata hai taka us ka hamzad ko kabo kar saka
apko ager in alamat main se kohi alamat kisi shaks se milte ho or yaqeen be ho jahe ka yeah jadogar hai to foron is se milna julna band karde begar kisi larahe ka ahista ahista khodi picha hat jahe ahsa shaks se milna se



Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha

 
dua main yaad rakhiya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com



jado tona talismans ka quran pak se tor


As salamu allaiqum

jado tona mah ake jado bakaheda tilsam ka zarya kiya jata ha yani ake paper per ahsa ajeeb ajeeb hurf banahe jate ha jo ake normal insan nahi samjh pata laken wo hurf ba panah ki taquat rakhta ha or inhe hurf se jado kiya jata ha or apna victum ko nooksan pouchaya jata ha kabe kabe yeah tilsam bana kar kabrustan mah kisi porani kaber mah gar deya jata ha to kabe in tilsam ko jalaya jata ha yeah tilsam itni tazz kam karta ha jitna ka jadogar ka amal be kam nahi karta tilsam zada taquatver hote ha banizbat amliyat or taveez ka tilsam ko agar use kiya jahe to wo 5 minute ka under work karna shoro kardeta ha itna power full hota ha tailsam jesa tailsim kiya hoga us ki wesa he alamat hote ha maslan jadogar her tareka ka tailsam kar sakta ha job per bandish lagana bemar karna pareshan karna khoweb band karna wegara wegara
Alamat yeah ha
1 agar tailsam bemare ka waste kiya ha to insan bemare ho ga face kala sir dard sena bhare jisam mah takleef or jisam se agg nikal na wegara wegara
2 agar kamo mah bandish ka waste tilsam kiya ha to kam rook jahe ga kam bandta bandta rook jata ha her kam mah rokawat hote ha din ba din lose hota ha
3 agar tilsam shahde ki bandish ka waste kiya ha to chir chira pan shahde karna se nafrate tanhahe passand karna wegara wegara hota ha
amal yeah ha tilsimat ka tor ka liya
1 5 waquat ki namaz pareen
2 roz ana sobah fajir ki namaz k baad surah nisa pareen
3 roz ana ghosal kareen
4 isha ki namaz k baad surah bani israel pareen
5 Allah ka nam ko deakha 10 minute tak
inshallah tala tilsemat ka asar khatam ho jahe ga kuch he dino mah


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha

 
dua main yaad rakhiya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com




Sunday, November 15, 2009

islam main jadoo karna or karvana dono haram ha

AS salamu allaiqum

logo ki samajh nahi ati ha mujha wo itna aram se kaisa soch leta ha ka hum fala per jadu karwaden ga kisi b jadugar ko kehkar halaka yeah kitna bara sangeen gonah ha

main kuch ahadess ka hawala deta ho ka islam main jadoo karna or karvana dono haram ha .
7 halak karna walay kamo se bacho
sahaba ikram ny kaha
aye Allah ka rasool wo 7 kam kon se ha
app ny farmaya
Allah k sath sharik karna , jadoo karna , kisi shaks ko bagayar haq k katil karna , sood khana , yateen ka mal khana , jang k din pit phair lena , or pak daman momin or bholi bhali oratoo per tohmat lagana .

2 imran bin hussain (Razi Allah-o-Anho) se marwi ha k app ny farmaya
wo shaks hum main se nahi jis ny fall nikali ya is k liya fal nikali gahe or jis ny gayab ko jana ka dawa kiya ya wo gayab ko jana ka dawa karna walay k pass gaya , or jis ny jadoo kiya , ya is k liya jadoo kiya gaya .or jo shaks najoomi k pass aiya or wo jo kuch kehta ha is ny is ki tasdeak kardi to is ny nabi kareen salal laho allai wasalam ki sharyat se kofar kiya


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha

 
dua main yaad rakhiya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com




Popular Posts