Thursday, April 30, 2026

kala ilm kya hota hai

As salamu allaiqum 

kala ilm ake poorana qadeemi ilm ha . is ko english main log black magic bhi boolta ha or urdu or hindi main is ko siya jadu bhi kaha jata ha. kala ilm main taqavat ver kuwatoo ko kabu kiya jata ha or un se tarha tarha se kam liya jata ha . kala ilm main zadatar kam jo ha wo nooksan pouchana ka or shar ka kiya jata ha kala ilm raat ki tariki main kiya jata ha or andera main kiya jata ha. amal karna wala jitna zada andera main rahe ga uska kala ilm otna he taqatver honga .Kala ilm woh amal ya ilm hai jis mein shaitani quwwaton, jinat, ya manfi taqaton ki madad li jati hai. Is ka bunyadi maqsad aksar kisi se badla lena, hasad ki wajah se kisi ka nuqsan karna, ya na-jaiz tareeqay se apne maqasid hasil karna hota hai.

  1. Log kala ilm mukhtalif manfi maqasid ke liye karwatay hain, jin mein shamil hain:
  2. Bemari aur Takleef: Kisi ko jismani ya zehni tor par bemar kar dena.
  3. Karobari Bandish: Chaltay hue karobar ko rok dena ya nuqsan puhanchana.
  4. Rishton mein Daraar: Miya-biwi ya doston ke darmiyan na-itfaqi aur judai paida karna.
  5. Khof aur Dehshat: Kisi ke dil mein her waqt khof bitha dena ya usay wehmon ka shikar karna.

Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha
 
dua main yaad rakhiya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com


No comments:

Post a Comment

Popular Posts