As salamu allaiqum
main apna tajurba ki bonyad per deimage per bandish or jadu ki alamateen likh raha ho yeah wo alamateen ha jo logo ka sath hoti ha . kuch serious alamateen hoti ha kuch normal hoti ha . acha main ny bohat se logo ka demage per jadu hota howa deakha ha agar jadu bohat arsa tak rahe to yeah bemare main convert ho jata ha to lahaza demage ko monitor karta rahe ka kahih bemare to nahi ho gahe
khair demage per jadu ki alamat yeah ha
normal alamat
1 sir main dard rehna . kabhi helka kabhi tezz
2 sir ka jakarna ahsa feel hota ha jesa kisi na jagra ho
3 demage ka jaam rehna ahsa mehsos hota ha ka jesa demage jaam ha ya khone roka howa ha
4 adah sir main dard rehna
5 demage main baloon ka nicha dana nikal ana
6 sir main kharish machna bar bar
7 demage ka garam rehna
8 demage ka hilna
9 yadasht ka kamzoor ho jatana or bar bar bhool jana
10 baat karta karta bhool jana
11 sir bhari ho jana ahsa lagna ka jesa sir per wazan ha
12 bar bar neend ana ankho or sir per wazan mehsos hona
13 demage main shaitani waswasa ana . Allah or nabi or quran se nafrate ka bare main bar bar khayal ana
14 namaz main bar bar negative khayalana
15 namaz main rakateen bhool jana
demage per extreme jadu ki alamat
1 sir main bohat shadeed dard hona
2 fitz parna
3 chakkar ana or behosh ho jana
4 demage ka mafloj or paralyzed ho jana
5 demage ka sun ho jana
6 demage ka complete band ho jana 5 minute tak ka liya or ake siti ki mosal sal awaz atah rehna
7 agar jadu bohat serious ha demage per to jadugar bazz okat barain tumour bhi kardeta ha
8 demage ki circulation ko distrub hona
agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa hamare kohi or dosare kisi be kisam ki help support nahi ha
amel soname
amel_soname@yahoo.com
No comments:
Post a Comment