Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha

kala jadu mardana taqat ( namardangi) ko khatam karna ka tor

 


 As salamu allaiqum bohat se log is mushkel ka shikar ha ka unki mardana taquat ko khatam ya kam kardeta ha jadugar log . mera ilm main yeah baat thi is liya main is cheez ka zikar kar raha ho . yeah ake kisam ki bandish ka he hisa ha ka jadugar log yeah kam karta ha . agar jawan ka sath mardana taqat ka masla ho raha ha to is ka matlab jadugar us ki shahdi nahi karwana dena chata kisi se be matlab sath sath shahdi ki bandish ha . or agar shahdi shuda admi ka sath masla ha to jadugar yeah chata ha ka miya bewi main khoob jagre ho ya aulad ki bandish ka liya be jadugar yeah kam karta ha . jadugar bohat deep soch kar k yeah kam kartaha victim ki soch be nahi ja sakti . phir ahsa shaks dawahio ki taraf jata ha . us se faida to hota ha laken agar overdose ho gahe to liver ka kharab hona ka khadsha hota ha . insa new mushkel main ajata ha 


Alamaat is ki yeah ha 

1) sab se pehla to admi ka rojan aurat main khatam hona

2) azu tanasul ka chota hona din ba din . kabe kabe to chowara ka jesa ho jana  

3) azu tanasul ka sun rehna . ahsa lagta ka kuch ghoom raha ha azu ka upper . ya helki helki sui chub rahe hoti ha kuch feel hota ha bar bar 

4)azu tanasul ki taqat kam hona ya sakhti kam hona ya murja jana 

5) wife ka sath hambistari karna ko dil he nahi chana 

6) jaldy farag hona 

7) azu main pain rehna aksar


is ka tor main likh deta ho 

1 sab se pehla to din main sobab sobah ghusal kareen . agar ghusal nahi kar sakta to us jaga ko acha se wash kareen daily us se yeah hoga ka jitna be jadu aiya hoga wo wash karna se us ka asar main kami ho jati ha or jaga pak rahti ha 

2 apna hisar kareen . 4 qul , aiytul kurse par ka 

3 surah rehman or surah yaseen . 4 bar pareen din main 2 dafa or dam kareen apna azu ka upper . inshallah talah 11 ya 21 din main apka halath bohat behtar ho jahe gee 

 

Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakheya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com

Popular Posts