jado tona talismans ka quran pak se tor



As salamu allaiqum

jado tona mah ake jado bakaheda tilsam ka zarya kiya jata ha yani ake paper per ahsa ajeeb ajeeb hurf banahe jate ha jo ake normal insan nahi samjh pata laken wo hurf ba panah ki taquat rakhta ha or inhe hurf se jado kiya jata ha or apna victum ko nooksan pouchaya jata ha kabe kabe yeah tilsam bana kar kabrustan mah kisi porani kaber mah gar deya jata ha to kabe in tilsam ko jalaya jata ha yeah tilsam itni tazz kam karta ha jitna ka jadogar ka amal be kam nahi karta tilsam zada taquatver hote ha banizbat amliyat or taveez ka tilsam ko agar use kiya jahe to wo 5 minute ka under work karna shoro kardeta ha itna power full hota ha tailsam jesa tailsim kiya hoga us ki wesa he alamat hote ha maslan jadogar her tareka ka tailsam kar sakta ha job per bandish lagana bemar karna pareshan karna khoweb band karna wegara wegara
Alamat yeah ha
1 agar tailsam bemare ka waste kiya ha to insan bemare ho ga face kala sir dard sena bhare jisam mah takleef or jisam se agg nikal na wegara wegara
2 agar kamo mah bandish ka waste tilsam kiya ha to kam rook jahe ga kam bandta bandta rook jata ha her kam mah rokawat hote ha din ba din lose hota ha
3 agar tilsam shahde ki bandish ka waste kiya ha to chir chira pan shahde karna se nafrate tanhahe passand karna wegara wegara hota ha
amal yeah ha tilsimat ka tor ka liya
1 5 waquat ki namaz pareen
2 roz ana sobah fajir ki namaz k baad surah nisa pareen
3 roz ana ghosal kareen
4 isha ki namaz k baad surah bani israel pareen
5 Allah ka nam ko deakha 10 minute tak
inshallah tala tilsemat ka asar khatam ho jahe ga kuch he dino mah
dua mah yaad rakheya ga
amel soname
Amel_soname@yahoo.com
11 Responses
  1. iram Says:

    aoa.pls ap ka koi cantact number hai.my


  2. Bhavya Ahuja Says:

    hi meine aapka write kiye jadu pada or aapne detal mein bataya he sab kya aapko yeh pata chal sakta he kisi ka name or date of birth se ki kisi ne us par kuch kiya he ki nahi plz aap mujhe ans karna mein aapke reply ka wait karugi kyoki mujhe aapse kuch puchna he reply me soon waiting 4 ur reply bye.


  3. Ali Mehran Says:

    Sir,Maine ap ka tarika-e-amal parha tha jadu torne ka.Maine ye puchna tha k kia ye daily parh ker daily nahana ha?Do reply me.


  4. Anonymous Says:

    salaam

    meine aamilon se pata kiya hai aur wo kehte hain ke shadi ki bandish hai wo kaise khatam karoon pls aap jawaab dena. meri email hai nazbeautytreatments@hotmail.co.uk


  5. Sam Aggrwal Says:

    soname ji namasker

    soname ji mujhe pata karna hai ki agar hume apane papa mumy ko shaadi k liye mana na ho tou plz kya karain . main bahuat tens main hun plz mujhe batain ki hum kya karain main or meri madum hum ek duje se bahuat payar karte hai or shaadi karna chate hai per hum entercaste hai main agarwal hun or mere madam sharma hai . plz hume koi soluation de plz plz plz plz plz .....
    mera name gourav
    meri madum ka mamta hai
    plz kuch kiziye humarel iye aalha se thori dua kijye plz plz


  6. Anonymous Says:

    Janab Amel Saib,
    Assalamualykum!

    Sir hum log bohat preshan hain hamara ghar kabi bohat khushall hua kerta tha lakin pichlay 6/7 salon se halat kharab hona shuru huy aur abb tu yun lagta hay ke jesay kisi ne tabahi phair di ho hamara maal izat sub kuch hi khatam ho gaya hay abb tu zindagiyan bachanay main lagay huy hain...bohat bebasi jesi haalat ho gaii hay AMI ABU 5 waqt ki namaz aur tahajud guzar hain lakin hum behen bhai bi namaz parhty hain 5 waqt ki tu nai lakin parthy hain iss ke bawajood jesay iss ghar ko koi kha gaya ho khouf anay laga hay ghar ki haalat ko dekh ker...abb kuch logon ka kena hay ke aap hisab karvay humain tu yakeen hay ke aap ke ghar per kisi ne kuch ker diya hay aur humaray samnay bi kuch esi batain aai hain ghar main jin se humain bi yakeen hay ke ghar per kuch ker diya gaya hay... pls pls pls rehnumai kijiye iss museebat se bachnay ke liye hum bohat bebass ho chukay hain apnay moujoda haalat ki vajay se...agar ho sakay tu pls apna number bata dijiye main aap ko call ker longa. aap ki rehnumai aur koshish hamary liye nei zindagi ho gi aur zindagi bhar aap ka mashkoor-o-manoon rahonga pls pls reply kijiye ga barri umeed se aap ko likh raha hon shukriya.

    JazakAllah
    Shahzad Ahmed
    shehzi72@gmail.com


  7. sir mujhe ek ladki pasand hai aur main use bahut chahta hu lekin wo mujhe like nah i karti hai aur main uske bina rah nahi sakta hu kya aap mujhe bata sakte hai ki main usko apne was main kaise karu agar aap mada kare to mera samdhan ho sakta hai plz help me


  8. sunil Says:

    SUNIL KUMAR
    23:26
    SIR MERI SHAADI KAHIN PAR BHI PAKKI NAHI HOTI HAI AUR DO AISE RISHTEY HAI JO DONO HI TALMATOL KAR RAHE HAI KYA MERI SHAADI HO JAYEGI IN DONO RISHTO MAY SE KISI EK SE YA KISI AUR LADKI SE PLZ HELP ME


  9. Anonymous Says:

    salam..ma ali hon .agr ap hamara ak kam kar sakty hai to hum nay yeh karwana ,,,3sal say amarica k liye paprz ambasi diye huway hai abi tk koi pta nai ,,plz iska koi soulation btayn dyn ya hud kryin,,,mari i,d hai
    alibarlas19@yahoo.com
    plz zror reply kryn..aur apna nmber b bta dejein ga ..id par
    i wait 4 ur reply.......allah hafizzzzzzz/////


  10. aska Says:

    salam...humko...jadu...ke...mutaliq.....masla...hai....plz....reply...karey....hameri....madad...kar...da....waslam


  11. sajidktk Says:

    sir may pakistan say khow mujay ap ki tarah amil banna hai please help me